Main churail hoon
A sardar passing through a jungle.
A churail stops him & says:
HOO HOO HA HA,Main churail hoon.
Sardar: janta hoon teri ek behan
mere ghar main bhi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1120 views
Similar Jokes
Teacher: Translate into English
“Yaad-e-maazi azab hai ya Rab
Cheen lai mujh say hafiza mera”
Pathan: My mind is full of data base
O God! Please make me a mental case….
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Agar main mar jaun to tum kya karoge?
Husband: Shayad main mar jaunga.
Wife: Kyon?
Husband: Kabhi kabhi zyada kushi janleva hoti hai….
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Dunya me kitne
Bar-e-Azam hen?
Pathan:
4
Teacher:
Kn Kn Se?
Pathan:
1. Quaid-e-Azam
2. Sikandar-e-Azam
3. Mughal-e-Azam
Or
4. Mera Chacha
Haji Azam.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Angrez: “Your Country Is So Poor”……. Dirty India Poor India…..
Yeh Sun Kar Ek Deshbhakt Ko Gussa Aaa Gaya
Deshbhakt: “Tum Angrez Jitna Tel Khane Mein Use Nahi Karte Ho Na, Usse Jyada Toh Hum Shanivar Ko Shani Maharaj Ke Mandir Mein Chada Dete Hain”
Bharat Mata Ki Jai !!
by Pak101.com (few years ago!)
Beta: maa, aaj subhah jab mein papa ke sath bus mein aa raha tha to unhone ek aurat ke liye mujhse apni seat chodne ko kaha.
Maa: Beta, ye to achi baat hai bado ka samman karna chahiye
Beta: magar maa, mein to papa ki god mein baitha hua tha.
by Pak101.com (few years ago!)
2 thief’s were busy in a robbery….Suddenly police came out of building !! 1st thief : Oh !
The police is here. Quick! Jump out of the window! 2nd thief: But this is the 13th floor. 1st thief : Hurry! this is no time for superstitions.
by Pak101.com (few years ago!)
Sachi Dosti bezaban hoti hai,
Ye to ankhon se bayan hoti hai,
Dosti may mushkil milay to kia hua,
Mushkil may hi to apno or parayon ki pehchaan hoti hai.
by ubaid ur rehman (few years ago!)
Tcher: How old is your dad?
stud: As old as i am.
Tcher: How is it possible?
Stud: He became father only after i was born.
by Pak101.com (few years ago!)
Main bv me zabrdasat larai k bad bv dua mangti hai:ya Allah agr qasoor in ka hai to in ko maar de aur agr qasoor mera hai to mujhe bewaaah kar de
by Sabir shah (few years ago!)
Rizwan: Doctor say help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Rizwan: Phone karte waqt
by Pak101.com (few years ago!)