joke
'Larka larki sy: Mujsy shadi krogi?
Larki: Mri umar shadi ki nhi hy me abhi chhoti hun 3sal bd shadi krungi.
Larka: Shadi abi krlo qabza 3sal bad dedena
by Sohaib Tariq (few years ago!) / 1056 views
Similar Jokes
Papa: Result ka kya hua ??
.
Child: 1 Gud news hai aur 1
Bad news.
.
Papa: Phele gud news batao.
.
Child: Mai pass ho gaya.
Papa: Great, aur bad news ??
.
.
.
Child: Gud news galat
hai... :D :P =D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
"wa sardar sahib kia body hai"
Iss pr sardar bola ..........
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Why did the Grammer teacher slap Santa’s Son?
B’coz he asked: Why is BRA Singular, when it covers 2 items n PANTIES Plural when it Covers one item?
by Pak101.com (few years ago!)
pehli parosan, “beti aaj kya paka rehi ho? ”dosri parosan “daal” pehli parosan “lakin khusboo to morgi pakne ki aa rehi hay?” dosri parosan “jee han,pak to morgi hi rehi hay lakin aap hi to kahti hain ghar ki morgi daal barabar.”
by Abdul Basit (few years ago!)
Banta : What is the similarity between marriage and 11:59 pm?
Santa : Dono ke baad 12 bajte hai aur din badal jate hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Hitler Says: “There Is No Word
Like IMPOSSIBLE In My Dictionary”
Pathan Says: Ab Bolne Se Kya Faida Hitler Bhai, Jab Kharidi Thi
Tab Hi Check Kerni Thi Na,
by Mohammad Ali (few years ago!)
Faqeer 2 Lady:
Khuda K Naam Pe Baji Mujhay 10 Rupay De Do
Warna Mujhay 1 Aisa Khofnaak Kaam Karna Paray Ga
Jis K Khayaal Se Hi Meri Rooh Kanp Jati Hai
Or Mere Rongtay Kharay Ho Jatay Hain
Lady Khofzada Ho K 10 Rupay Deti Hai
Or Dartay Dartay Poochti Hai Kon Sa Kaam Baba?
Faqeer: Mehnat Mazdoori.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik larka apnay dost ko bata raha tha. Meray Abbu mein bari khubyan hain. Bahadur itnay hain jaisay sher, tandurust itnay hain jitna hathi aur aakhein to baz ki tarah teiz hain.
Doosra dost foran bola: agar hum in ko deikhna chahein to ketnay ka ticket lena hoga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do
by Pak101.com (few years ago!)