Sardar Apni Bimar Murghi Ko
Sardar Apni Bimar Murghi Ko Bazar Le gaya Bechne K Liye,
Admi: Iska Sar Neeche Q hy
SArdar:Gaon Ki Hy Isliye Shehar Me Sharma Rhi hy.
by Pak101.com (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
BEFORE MARRIAGE- Roses are red,
sky is blue,U r beautiful,I Luv u
AFTR MARRIAGE: Roses r dead,I have flu,
Dont get on my head, side ho TU.
by Pak101.com (few years ago!)
Koi PYAR Karnay wala Agar DUKH Day
Aur Aapki Aankho May Aansu Aa Jaye To Is Yakeen k Saath Aansu Saaf karna
k Ab is Kaminay Ki Bhi Watt Lagani Hai Zaroor!
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathan Masjid Me Namaz Parhne Gae
1st Pathan: Chalo Shukr Ha Jamat K Sath Namaz Parh Li.
2nd Pathan: Han Agar Wozu K Chakr Me Parte To Jamat Nikal Jati
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife to Husband: Aap aaj khana paka rahe hain ya nahi?
Husband: Nahi na khana pakaon ga na kapre dhoun ga na safai karon ga.
Wife: Ok main MQM office main Phone ker ke bol deti hun, ke main jalsay main nahi aa rahi wo waja pochain ge to bata don gi
Husband: Aray nahi begum main to mazaq kar raha tha tum jao
by tanveer hussain (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by Pak101.com (few years ago!)
father- 1 zamana tha k mai Rs 10 me kirana, saag, dudh, or nashta leke aata tha.
Beta-Ab possible nahi hai Dad Qki ab wahan CCTV camera hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
JIN admi sy:
kya hukm hy mery aqa
Admi:mere lye "sheela"sy shadi ka intzam kro,
... .
.
.
Jin:Aqa hukam kro begerat mat bano BHABI hy tmhari;)
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sudent ne hostel se apny baap ko khat likha
no money
_
no funn
_
your son
baap ne jawab me likha
how sad
_
very bad
your dad
by Sabir shah (few years ago!)
Duniya main sub se BARA OR khaternaAK jadoO KAHAN hota hy?
.
.
BeauTY parlour Mein,
Jaandi koi hoR AY,
Andi koi hor ay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Arz kiya hai.....
.
.
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha,
...........
.
.
.
wah wah..!! wah wah..!!!
.
gaur farmaiyega.....
.
.
..
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha...
.
.
.
.
.
..
..
..
Sadak par jake dekha to khidki pe koi nahi tha
by imran (few years ago!)