Budha Budhi Ki Kahani

Budha Budhi Ki Kahani

1 budha aya
7 me 1 budhiya ko laya

Hotel me ja k waiter ko bulaya
Dono ne apna-apna order mangaya

Pehle budhe ne khaya
budhiya ne pankha hilaya

Fir budhiya ne khaya
budhe ne pankha hilaya

Ye dekh k Waiter sharmaya or usne farmaya
Ai Laila Majnu k Maa Baap
Tum dono me itna pyar hai to khana 1 sath Q nhi khaya?

Is par
budhe ne farmaya
Beta tera sawal to nek hai

Par hmare pas Daanto ka set sirf ek hai:-D

by Pak101.com (few years ago!) / 1067 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

boring lecture..

2 friends were attending a boring lecture..
.
1st frd- Even my ass has fallen asleep..

2nd frd- I know! I heard ir snore 3 times..

by Mohammad Ali (few years ago!)
aik lady ne

Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya
dekar,
dua dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me
baithogi?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
NASA ne 4 tamils ko chand pe bheja.

NASA ne 4 tamils ko chand pe bheja.

Magar adhe raste se vapis aa gaye!

Tamils said: Aaj AMAWAS hai, Chand to hoga nahi na..

by Pak101.com (few years ago!)
Main Raat ko Aaunga

Santa: Yaar Maine Apni Girlfriend ko SMS Kiya K Main Raat ko Aaunga.

Aur Main Raat Ko Gaya To,
Wo Kisi Aur k Sath Thi.

Banta: Tu Dil Chhota Mat Kar Yaar!

Ho Sakta Hai K Msg He Na Mila Ho.

by Pak101.com (few years ago!)
Dhol Dhamakay Ki Awaz

Dhol Dhamakay Ki Awaz Sun Kar Ali Bahar Nikla
To Dekha K Kuch Pathan Khushi Se Bhangra Daal Rahay Hain.

Ali: Khan G Kia Hua.

Pathan: Hamara Bhai Mar Gaya Hai

Ali: To Is Me Khushi Ki Kia Baat Hai

Pathan: Log Kehtay Hain K Pathano Ka Dimagh Nahi Hota Jab K Hamara Bhai Dimagh K Cancer Se Mara Hai!

by Pak101.com (few years ago!)
American boy: Dogs

American boy: Dogs can find Bombs in my country, America.
Japanese boy: Fish can play Ball in my country, Japan.

Pakistani: That is not a big matter, Monkey can read SMS in my country, Pakistan.

by Pak101.com (few years ago!)
Girl:tm mere liye kia kia kar

Girl:tm mere liye kia kia kar sakte ho?

Boy:bolo kia karun?
Girl:mere liye chand la sakte ho?
.
... .
.
.
.
Boy: phir kia zameen k gird tmhare Mamu ghoomen ge

by Pak101.com (few years ago!)
Banta: yaar tm subah se mitti khod rhe ho

Banta: yaar tm subah se mitti khod rhe ho,kia baat hai,
Santa: kuch nahi yaar
Dada ji ne kha hai'k maine unka naam mitti me mila dia hai bas woi dhond raon

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardar train ki patti pay

Ek sardar train ki patti pay leta hoa tha. Ek
banday ne pocha: ye kiya kar rahe ho. Train aye to
mar jao gay.
Sardar ne jawab diya: mere uper say hawaye jahaz
chala gya to train kiya cheez hai :)

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nan'na bacha

Aik nan'na school se ghar aya to ammi se kaha”ammi bhook se pate main dard ho raha hay”. Is ki ammi ne jaldi se khana lagya or kaha”zahir hay pate main kuch ho ga nahi to dard to ho ga” Shaam ko bacha jab homework kar raha tha to bara bhai andar aya or kehne laga”ke ammi sir main bohot dard hay”nan'ne ne foran kaha zahir hay jab sir main kuch ho ga nahi to sir main dard to ho ga.”

by Abdul Basit (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

shadi pr rukhsati k waqt

Golu-mere bete ka credit card

What's the difference

Insan ko Beemar kar Dainay w..

Mareez Muje ajeeb se Bimari ..

Sard Fizaaa

Ijazat

Delivery ke waqt

Google Ziyada Acha Hai Ya Ya..

Police officer attempts to s..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook