Majbur faraz
Faraz Ghurbat Se Tang Aa Kar Daku Ban Gaya
Daketi Karne 1 Bank Gaya Or Kaha
Arz Hai
Takdir Me Jo Hai Wohi Milega,
Handsup,Koi Apni Jagah Se Nahi Hilega..:-D
by Tayyab Mughal (few years ago!) / 1047 views
Similar Jokes
Pathan; Ham 25 Bhen Bhai Hain,
Girl; Keya Tumahre Ghar
Family Planing Wale Nahi Aye.?
Pathan; Aya Tha Madarsa Samajh K Wapas Chala Gaya…
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ek larki say “I love you”
Larki: “tammeez say batt karo”
Pathan:
“bismilah hir rheman nir rhaem,
With due respect I beg to state that I love you” baji.
by Zia Rasool (few years ago!)
Ek Raat Do Baje Bahut Tez Baarish Ho Rahi Thi,
Santa Ne Ek Aadmi Ke Ghar Ki Bell Bajai Aur Puchha,
Santa: “Dhakka Laga Doge Kya? Please”
Aadmi Neend Mein Tha Isliye Mana Kar Diya Aur Andar Aa Gaya,
Par Fir Use Ehsas Hua Ki Kabhi Wo Khud Barish Mein Fas Jaye Aur Koi Uski Madad Na Kare To?
Wo Utha Bahar Jaa Ke Bola: “Kya Tumhe Abhi Bhi Dhakka Chahiye?”
Santa Ki Awaaz Aayi: “Haan”
Aadmi: “Theek Hai Par Tum Ho Kahaan?”
Santa: “Yahaan Garden Mein Jhule Par“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki maut bijli girnay say hui
par uski laash muskuratay hue mili
baghwan ne pucha aisa kyun?
toh sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya ae”
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Pakistani dosre se: Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi???
2nd: Haan! mizaile computer se control hotay hain na...
1st: Phir tau hum jang haar jain gay.
2nd: Woh kese???
1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau???
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boy: UncLe Mai 1 Ladki Se PYaR KaRTa Hu.
.
.
UnCLe: To UsKe BaaP Ko CoFFee PiLaNe LeJa AuR SHaDiKi BaaT KaR,
.
.
.
.
.
.
BOY: UnCLe, CHaLiYe CoFFee PiTe hai:p
by Numan Malik (few years ago!)
2 friends were attending a boring lecture..
.
1st frd- Even my ass has fallen asleep..
2nd frd- I know! I heard ir snore 3 times..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bhutto Ka Farmaan:
Roti, Kapra Aur Makaan.
.
Zardari Ka Elaan:
Goli, Kafan
.
Aur
.
Seedha Qabrustaan. :-)
by Sohaib Tariq (few years ago!)
santa ki bewi mar gai--sardar ji kafan leny gia---dukandar nay kafan ka kaprra dia-----santa kuch bola ,, jisay sun ky dukandar bay hosh ho gia..
santa.. is may aur colors dikawo
by Pak101.com (few years ago!)
School me 1 bacha chaku liye ghum raha tha. teachar ne pucha chaku liye kyo ghum rahe ho? bacha: "GARIB HU SIR, bandhuk KAHA SE LAu.
by Pak101.com (few years ago!)