Dove se nahakar kya karna hai.
Dove se nahakar kya karna hai.
2013 me to sabhi ko marna hai.
1 saal khushi se jilo yaro
Agle janam me phir “johnson baby” se shuru karna hai…
by Pak101.com (few years ago!) / 801 views
Similar Jokes
A depressed person got connected 2 a call center in Pakistan.He said he was on the verge of suicide.They got excited and askd...Can u fly a plane...?!--
by Pak101.com (few years ago!)
Fact of Class Room:
Jab Professor Tumhain Class Se Baahar Nikal Dey
To Samajh Lo K Tum Taraqqi Kar Rahe Ho. Coz
He Might be Afraid That You Know More Than Him!
Be Positive. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar (Apne Bete Se Bola):
Bevakuf…
Kaisa Machis Leke Aaya Hai
Ek Bhi Tili Nahin Jalti
Beta :
Kya Baat Karte Ho Papa
Sab Tili Test Karke Laya Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ny 15 rupy b.v ka sdqa utara or us mn 85 rupy dal k 100 wala card load krwa lia
B.v ye kya kia?
Pathan: balance mery pas aa gya or sdqa Zardari Ko chla gya
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Tujhko Kya Bhejon?
Barish Ki Pehli Boond?
Aasman Ka Sab se Roshan Tara?
Shakh Pe Khila Surkh Gulab?
Muthi Main Qaid Ik Jugnu?
Honton Pe Saji Ek Khuahish?
Ya Aankhon Ka Ik Khuaab?
Girl: Mujhe Bas 5 Kilo Cheeni Bhejdo. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1ST PATHAN:
Oye Agar Raat Ko Neend Na Aaye
Tu Kya Kiya Jaye..?
2ND PATHAN:
0 Yara Neend Ka Intzar
Karne Se Tu Behtar Hai
Aadmi So Jaye..:)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dost tu bhi sms likha kar tera bhi naam ho jayega.
Jab tujh par pheken ge log ande aur tamatar toh sham ki sabzi ka intezam ho jayega!
by Abdul Hannan (few years ago!)
PAPPU : Daddy, have you ever
been to Egypt?
FATHER : No. Why do you ask that?
PAPPU: Well, where did you get my mummy then
by Pak101.com (few years ago!)
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?
pappu : legs
Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?
pappu: paisay
Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar pe kartay hain
pappu: neend puri karte hain
girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain
ki wajah se roti hai?
pappu : kaan main ched
MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Ko Ek Bar Paisi Ki Jarurat Thhi, Apne Dost Banta Ko Bola.
Santa: “Yaar Mujhe 3000 Rs De De, Main Tujhe 2 Mahine Ke Baad Lota Dunga.”
Banta Ne Paisi De Diye, Mahine Bad Jab Santa Se Paisi Mange To Santa Use Ek Lota Dete Hue Bola.
Santa: “Ye Le Apna Wada Pura Kar Raha Hun, Pakad Ye Lota.“
by Pak101.com (few years ago!)