Laakhon Rupaye Fasse Hue Hai
Bhikhari: Sahib ik rupaiya de do.
Sahib: Kal anna.
Funny Bhikhari: Iss kal kal ke chakkar mein iss colony mein mere lakhon rupaiye fasse hue hai!
by Pak101.com (few years ago!) / 1035 views
Similar Jokes
Pathan was Weeping:
Man: Kyon Ro rahe ho?
Pathan: Meri Murghi Mar gai.
Man: Mera Baap Mar Gaya Magar main to Nahi Roya.
Pathan: Oye Tera Baap kya Anday Deta tha-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ko Cinema Hall Ke Bahar Ek Bikhari Mila.
Bhikhari: “Allah Ke Naam Par Kuch De Do”
Santa 100 Ka Note Dikhate Hue Bola: “Kya Tumhare Paas 50 Ka Note Hai?”
Bhikhari Khushi Se : “Ji Hain”
Santa: “To Sale, Pehle Woh Jake Kharch Kar Na“
by Pak101.com (few years ago!)
The most rommantic country of the world..? guess! O yes!!! pakistan u know why? har raat candle light dinner… =P Thanks to wapda for Load Shedding
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Dada Or Dadi Ne
Apni Jawani K Dino Ko
Phr Se Yad Kr K Manane Ka Socha,
Unho Ne Faisla Kiya K Hm Phr Drya Kinare Milange,
Dada Suba Jaldi Uth Kr Tyar Ho K,
Gulab Le Kr Kinare Pohncha,
Boht Dyr Hogai Dadi Nhi I,
Wo Ghuse Mey Ghr Aya,
Or Phul Phenkte Hoe Bola:
Tum I Q Nhi,
Dadi Shrmate Hoe Boli:
Ami Ne Jane Ni Dia:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Aik faqeer shaikh k ghar aya aur kaha me Allah ka mehman hun mujhe roti du
shaikh ne faqeer ko pakra aur masjid chor kar kaha ye Allah ka ghar hai
by Sabir shah (few years ago!)
Free stay
Free breakfast
Free lunch
Free dinner
Free trust
Free security
Don't loose this opportunity just dial 15 & say ULLU K PATHAY .
by Raju (few years ago!)
1 Patan Ne Jali Note Banaya Orr Quaid-E-Azam Ki Topi Bhol Gaya
Jab Dukandar Ko Dia Tou
Dukandar Ne Kaha:
Iski Tou Topi Nahi Hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-E-Azam Lala Ki Garmion Ki Tasveer Hay
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar :
Maa khush khabri hai.
Maa: Bool bata.
Sardar: maa hum 2 sa 3 ho gaya.
Maa: beeta huwa ya beeti.
Sardar: Mari biwi na dosri shadi kar li.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pati:-mere mrne ke baad tumhe mere jaisa doosra aadmi nahin milega.
Patni:- tumhe kisne keh diya, ki main doosra aadmi tumhare jaisa chahti hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar orders pizza.
Waiter : Sir shd i cut it into 4 pieces or into 8 ?
Sardar: 4 hi karde 8 khaye nahin jayenge.
by Tanveer Hussain (few years ago!)