Machher Ko Maar Daal
Malik alsi nokar se:- Yahan par itne sare machcher gun-gun kar rahen hai tu unhe maar gira.
Thodi der bad..
Malik:- Abe sale nokar ke bachche maine tujhe machcher marne ko kaha abhi tak tune mare nahi. Woh ab bhi gun-guna kar rahe hai.
Alsi nokar:- Malik machcher toh maine maar diye. Yeh toh unki bibi hai jo vidhva ho kar ro rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 983 views
Similar Jokes
Sardar: Today my neighbour’s child got lost. I
suggested and they beat me harly.
Friend: Why?
Sardar: I said them to search in google.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai
SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh
kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur
tak dekhna chahe hai tu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Lahori larkey mar gaye
Naik thay to janat ma chaley gaye
But
Unhon ne janat ma bari kutt khai!
Pata ha kiyo?
Janat ma Farishto ko kehty hain
"Yaar jannat to achi hy Sb kch hy 70 hurain b hn,
Pr:
Lahore Lahore ey.. :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
3 chezian hyn, jin ke wja se insan "JANAT" mey dakhil nai ho sakta. 1: "SHIRK" KRNy wala 2: "SALAM" mey pehal na KRNy wala 3: "CYCLE" pe mohr lagane wala
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa ka radio kharab ho gaya,
Khol kar dekha toh andar chuha mara pada tha.
Santa dekh kar bola,
... *
*
*
*
*
*
*
*
Yeh lo chalega kaise, sala singer toh mar gaya hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardars Friend: Yar Kal Meine Kitni
Baar Call Kiya, Uthaya Q Nahi?
Sardar: Q Uthau, 30 Rs.De K Jo
Gana Lagwaya Hai Woh Kya Tera Bap Sune..
by Pak101.com (few years ago!)
2 Cats To Shrabi Rat:
Ajj Tainu Khan Nu G Krda A!
Rat:
Chappair Na Kha Lein
Main Es Layi Nai Kuch Kehnda
K Log Kehn Gay
1 Shrabi Ne 2 Jananiyan Kutt Dittiaan ;-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardars Hari Singh and Gani Singh are in a railway station.
Hari Singh asks the clerk: "Can I take this train to Ludhiana?"
"No," answers the Railway man.
"Can I?" asks Gani Singh.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Beta:"Mom, Love marriage karne se ghar wale naaraz hote hain kya..?"
.
.
Maa:"Tu zaroor kisi chudail ke chakkar mein hoga,
aur ye sab tujhe usi
daayan ne kaha hoga....
Ladkiyan to bas ladkon ko phansane mein hi lagi rehti hain.. Jahan Acha Ladka dekha
shuruho gaye...
Beta in se bach ke rehna ye bahut makkar aur KAMEENI hoti hain, aur inka to khandan bhi…........"
Beta:"Bas maa, aisa kuch nahi hai,
Wo to Daddy bata rahe the ke Aap Dono ki Love marriage hui thi..":D =))
by Pak101.com (few years ago!)
Ek larka ghar dair se lauta.
Maa: Kahan thy?
Beta: Film dekhne gaya tha "Maa Ka Pyar"
Maa: Ab ooper ja k ek aur Film dekh "Baap ki Maar"
by Pak101.com (few years ago!)