Aisa Kab Lagta Hai
GOLU-Doc. Mujhe aisa lagta hai jaise mere kaan me koi Gunguna Rahe Hai
Doc.-Aisa Kab Lagta Hai?
GOLU-Jb mai kaan me headphone laga ke song sunta hu
by Pak101.com (few years ago!) / 1012 views
Similar Jokes
Once Rajnikant became the coach of Indian
cricket team..
.
.
.
.
.
.
.
.
Don't evn try to guess wat happnd... :O
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
The Indian cricket team won the FIFA and
Hockey world cup too
by Pak101.com (few years ago!)
Bhool kar bhi kisiko na rulana,
Zindagi mein sabko hasana,
Dusman ko bhi gale lagana,
Phir bhi koi gam de toh hume batana,
Tapka denge saale ko.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa
diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur
India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe
ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Difference between dawa and daru.
Dawa is like a girlfriend. it has expiry date and
Daru is like a "wife" jitni purani hogi utni sar ko
charti hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek naye teacher ne ek bachche se poocha, is pakshi ke pair
dekho aur iska naam batao.
Bachche ne kaha, pata nahin.
Teacher ne kaha, Tum fail ho
gaye,batao tumhara naam batao.
Bachche ne kaha Mere pair dekho aur naam batao
by Pak101.com (few years ago!)
Snta apne Beemar baap se-Papa aapko marnay k bad Dafnaya Jaye ya Jalaya Jaye?
Papa-Beta Mujh se na Pucho, Mujhe Surprise Dena
by Pak101.com (few years ago!)
Swarag Mein Sharaab Pee Pee Kar Naarad Ji Bore
Ho Gaye To Ek Din Dharti Par Bear Pine Ka
Program Banaya Aur Ek Baar Mein Pahunch Gaye.
Baarah Botal Pine Ke Baad Waiter Ne Hairan Hote
Hue Naarad Se Puchha,
Waiter: “Aapko Chadti Nahi kya?”
Narad Ji Muskurate Hue Bole: “Main Bhagwan Hoon
Na Isliye”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
"Why do you take baths in milk?"
"I can't find a cow tall enough for a shower."
by Abdul Latif (few years ago!)
Ek moti Aurat ne chor pakra or
us k uper baith gayi or naukar se
kaha- ja police ko bula
Naukar : Meri chappal kahan hai ?
Chor bola abey meri pehan le or jaldi ja....lolz
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Ek Admi K Pass 3 Anday Thy..
Us Ny 2 Anday Kha Liye
1 Anda Q Nahi Khaya??
Pathan: Sir Ek Me Se
"Chooza" Nikal Aya Hoga.. :-D
by Pak101.com (few years ago!)