Tumhare Paas Kya Hai
New Version of Old Dialogue:
Mere Paas Facebook Hai
Twitter Hai
Orkut Hai
Tumhare Paas Kya Hai?
Smart Boy Answer:
Mere Paas "KAAM DHANDA" hai!
by Pak101.com (few years ago!) / 1143 views
Similar Jokes
Mareez : Doctor Sahib Ye Dawa To
Kahin Se Nahi Mil Rahi
Pathan Doctor:
0oo Ho..Dawai Likhna To Hum Bhol Hi Gaya Ye To
Hamara Signature He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher :shalwar k nare ko english me kia kehte hain?
Pathan:P.H.D
teacher:is ka kia matlb hai?
Pathan:pajama holding device.
by Sabir shah (few years ago!)
Jyotish ladke ke haath dekhkar bola
“Beta tum bahut padhoge”
Ladka : Saale padh to mein 3 saal se raha hu, ye
bata paas kab hounga???
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Wakeel K Betay Ko uski maan Ne Thapharr
Mara.
Beta Baap K Pas Gya Aur Kaha Ammi Ne Mujhe
bilaWaja Maara hai.
Baap Ne Usay ek aur Thapharr maara aur Kaha:
Wakeel K Bete HoKar Tumhen Itna B nahi Pata K
SupremeCourt K khilaaf Appeal HighCourt mai nahe
Hoti.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
?1Tapori Ki Wife:- Sunte Ho Ji, Apne Bete Ne Aaj Pehli Baar Aadha Sentence Bolna Sikha..
Tapori- Accha, Kya Bola?
.
.
.
.
.
.
.
.
Wife- Teri Maa Ki.
by Pak101.com (few years ago!)
Gowa ka master ji bacho ku english parha raha tha-----
Bacho ye ,, 'M',, hai .
M' say mother--maa--jaisay sheeday ki maa----
Dosray din master ji nay board pay 'W' likha-- bacho ye kia hai??
aik bacha bola-----sir---hai tu ye sheeday ki maa --par aj is ki taangay oopar hain...
by Pak101.com (few years ago!)
Eid mubarak
Pathan ko gali me para 100 ka note mila,
Jis pe likha tha
“EiD MUBARAK”
Pathan ne chup k se note jeib me rakhte huye kaha
“KHER MUBARAK.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek aurat coma main chali
gai . . .Pati murda samjh kr jalane
chala ....
Raste main arthi khambe se
takrane se aurat ko hosh agaya...
1 saal bad aurat sach main mar
gai . . .
Sab log RAM RAM SATYA hai
bolty ja rahe thy
. Lekin .
Pati ki zuban pe ek hi baat thi
KHAMBA BACHA ke.
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha on 1st April: Mama, kitchen main naukar naukrani ko kiss kar raha hai
Mama: Main abhi jaa ke unhain theek karti hoon.
Bacha: Ha ha ha April fool! "Woh toh papa hain."
by Pak101.com (few years ago!)
ek Girl Fasi LagaRahi Thi
GOLU Ne Window
Se Dekha,
Socho GOLU Kya
Bola Hoga?
Sirf Latkne Se Height Nhi Badhegi Mumy
Ko Bolo COMPLAN Pilaye..
by Pak101.com (few years ago!)