Pakistan ke Sobon k name
Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1178 views
Similar Jokes
Ek bhanebaj kramchari ka dada us ke daftar mein ja ker uske boss se bola: Iss daftar mein sunil naam ka aadmi kaam karta hai, mujhe us se milna hai weh mera pota hai
Boss ne muskura ker kaha: Mujhe afsos hai, aap der se aaye hain, weh aapki arthi ko kandha dene ke liye chutti laker ja chuka hai
by Pak101.com (few years ago!)
Andha Aadmi-bhabhi ye lo laddu
Bhabhi naha rahi thi soch ki andha hai
bina kapdo ke bahar aa ke boli- ye kis liye,
Andha- Meri aankhe thik ho gai..
by Pak101.com (few years ago!)
Saas : Bahu aaj se mujhe apni Maa aur saurji ko BAAP samjhoTodhi der baad door bell bajati hai uss ka sohar aata hai
Saas: Bahu se kon hai?Bahu: Maa BHAI SAHIB aaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek riksha k piche likha
tha ki
SAWAN KA INTAZAR HAI...
Piche se 1 truck aya
aur riksha ko uda dia aur
us k piche likha tha
AYA SAWAN JHOOM K...
by Pak101.com (few years ago!)
Banta : What is the similarity between marriage
and 11:59 pm?
Santa : Dono ke baad 12 bajte hai aur din badal
jate hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agar Facebook Pakistan Mein Ejaad Hota to?
Like: Lush
Comment: Jhuti Tareef.
Unlike: Ponka
Single: Akeli hai, Patalo isay
In a Relationship with Asim: Asim k Saath Full time Chakkar
Home: Apna Adda
Add as Friend: Yaar Banao aur Chakkar Chalao
Remove Friend: Isko Chor, New Pata
Friendlist: Apnay Jigri Yaar
by Mazhar Khan (few years ago!)
The latest slogn of boys:
Pakistan is our nation
Girls are our Destination
Dating is Our Occupation
Flirting is our Profession
Leave about Education
by Abdul Hannan (few years ago!)
ragging ke waqt ladko ne 1 ladki se kaha,1 sawal ka jawab do-patna kahan par hai? ladki-bihar mein
boys-yahin pat jao itne dur jaane ki kya jarurat hai....!
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Pathan se:
Jab ap k pas mubil hy
aur
mary pas b hy
to ap ne LETTER q bheja?
Pathan.. O ham ne tum ko call kya tha us me larki boli
PLZ-Try-Letter
by A. Sami (few years ago!)
Murga Murgi Se:
I Love U Jaan. Main Tumhare Liye Kuch B Kar Sakta Hoon,
Murgi: Haye Allah Sachi,
Murga: Haan
Murgi: Chalo Phir Aaj Anda Tum Do….!.
by Pak101.com (few years ago!)