Arey Ye Bevkoofi Mat Kar
Ek Aadmi Apne Ghar Par Movie Dekh Raha Tha To,
Aadmi Ek Dam Se Chillaya: “Nooooooooooooo, Ruk Jaaaaaaaaooo, Ghode Se Utar Jaao, Ye Ek Jaal Hai Utar Jaaao”
Patni Hairani Se Bhagti-Bhagti Aayi Aur Puchha.
Patni: “Kya Ho Gaya? Kise Warn Kar Rahe Ho? Kya Dekh Rahe Ho Tum?”
Man: “Hamari Wedding DVD Dekh Raha Hoon“
by Pak101.com (few years ago!) / 980 views
Similar Jokes
TEACHER:
Ek Aisa Sentence Batao Jis Mein
URDU, HINDI, PUNJABI AUR ENGLISH
Ka Sahi Use Hua Ho …
.
…
.
.
.
.
.
.
.
SARDAR:
ISHQ DI GALI VICH NO ENTRY.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar Tum Chaho K Tumhary Paas Hamaisha Lougon Ka Hajoom Rahay.
To ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tou Fruit Ka Thaila Lagana Shuroo Kar Do.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Son 2 Mom: 10 Rs. Dena Bahir 1 Gareeb Ko
Dene Hain,
.
.
.
Mom: Kaha Hai Gareeb.. ??
.
.
.
Son: Bechara Bahir Dhup Mein Kulfiyan Bech
Raha Hai.. -:p -:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Every man needs a beautiful wife, intelligent wife, caring wife, loving wife, sexy wife, adjusting & cooperative wife, but it’s sad that law allows only one wife.
by Pak101.com (few years ago!)
Touching Lines Said By A Boy To A Girl During Break Up
Behen Gifts To Wapis Karti Ja Teri Bhabi Ko Kya Dunga?.
by Pak101.com (few years ago!)
Pati: Khana taiyar h?
Wife: thodi der aur
p:Thik h me bahr kha leta hu
W: 5 min ruko
P:5min me taiyar ho jayga
w: nahi me tiyar ho jati hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Lady to Doctor:
Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gaya Hai.
Doctor:I Can't Understand Urdu, Talk to Me In English.
Lady: My Londa Gironda from Hero-Honda.
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewer to Millionaire: To whom do you owe your success as a millionaire?"
Millionaire: "I owe everything to my wife."
Interviewer: "Wow, she must be some woman.
Interviewer: "What were you before you married her?"
Millionaire: "A Billionaire"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : barabar wali harr month baad apne husbnd ke sath 10 ,
10 din ke liye ghoomne jaati hai. Aap kbhi le ke gye ??
.
.
.
.
.
.
.
.
Husbnd : Qasam se , mene to 3 , 4 baar bola magar maani hi nhe
by hearthackervsgirls (few years ago!)