Qurabani ka gosht
Pathan: Mere Mohalley Wale Bohat Kanjoos Hein.
Dost: Kiun?
Pathan: Sab Ne 14 Aug Manai Par Kisi Ne Qurbani Ka Gosht Nahi Bheja
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 979 views
Similar Jokes
Santa Ne Aag Bujhane Ke Liye Phook Maari To Uske Piche Se Poo Nikal Gayi,
Phir Phook Mari, Phir Se Poo Nikal Gayi,
Santa Gusse Mein Pichwada Ghumakar Bola: “Le Tu Hi Bujha Le…“
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko
andar bula lejeye .
Doctor: Trust me
mai shareef admi ho…. .
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, owr maira boyfriend shareef
nahi hai
by Åkásh khãñ (few years ago!)
Santa Kumar ko apna apna gadha bechna tha.
Usne apne sare friends ko sms kiya: Agar tumhe
kabi kisi gadhey ki zaroorat ho to mujhe yaad kar
lena!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sir: Muhavre
Ka Istemal Karo..
'Muh Me Pani Ana'
Santa: Jaise Hi Maine Nal Ko
Muh Laga K Nal Chalu Kiya,
Mere Muh Me Pani Aa Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek aadmi ki biwi kho gayi, vo Ram ke mandir gaya,
Bhagwan ne kaha paas ke Hanuman mandir jao,
Meri bhi unhone dhundi thi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor:Madam, your husband needs rest and pease so here are some sleeping pills.
Wife: Doc, when should I give them to him?
Doctor:They are for you.!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa & Banta Were Discussing
Santa: If I Drink Coffee, I Can’t Sleep
Banta: Its Happend Opposite To Me
If I Sleep, I Can’t Drink Coffee
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Goes for Interview. Manager to pathan "Where is Abu Dabi?" Pathan" "Jis Qabrastan main Hamara Ami Dabi, wahin thora door per Abu dabi:
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar riding a cycle hit a girl,
Girl-Ghanti nahi mar sakte the?Sardar-Poori cycle mardi aur ab ghanti kya alag se maroo…
by hearthackervsgirls (few years ago!)