Phatan in College
Pathan College Mein 1 Black or 1 White Shoes Pehan Aya
Techer: Ghar Wapas Jao or Change Kar K Aao
Pathan: Koi Faida Nai Sir Ghar Pe B 1 Kala oR 1 Safaid Hi Para Hy…
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
Santa- ye bata ki duniya me kitne desh hai?
Banta- kar di na paglon wali bat,
duniya me 1 hi desh hai INDIA,
baki sab to videsh hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik dafa 1 Pathan cycle par gungunathe jaa raha tha ,Raasthay may us nay 1 Punjabi aurath ko cycle se maar diya.
Aurath : Andhay ho kia break nahin maar sakthay?
Pathan : Poora cycle maar diya ab break maarnay se kiya fayedaa.
by Abdul Basit (few years ago!)
Zardari ka Farman,
Subse pehlay sadar-e-Pakistan,
Mulk ko bana do Qabristan,
Khatam karo musalman,
Dollar hai apna Eman,
Or Bush hai Abba jaan,
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jab tumhe koi thappar bhi maray
to uska jawab phool se do
Magar phool qabrustan ja kar he dena :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Basanti : Bhag Dhanno bhag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawal hai.
Dhanno : Tujhe apni padi hai meri soch jiske peeche GABBAR ke 10 ghode pade hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher student se:
14 nov ko CHILDERN DAY q manaya jata h??
Student:
kyun k ye din VALENTINE DAY k theek 9 maheny bad aata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kanwaari Larki, Pehli Baar Ek Larkay Se Akele Main Mili....
.
.
.
.
.
.
.
Baqiya Hissa Ramzan k Baad. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Naughty : Height of Shame. At bus stop a girl was
standing with her face covered. A man on bike stops
and says “Chalna hai kya?”
Girl replies : Papa mein hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: P.C.O kahan hai?
Aadmi ne ishara kar k bataya.
Pathan P.C.O me gaya, pocket se
mobile nikala or baat kr k bahir aa
gaya.
Aadmi ne poocha “jab aap k paas
mobile tha to aap PCO main kyun
gae”
Pathan: Mere dost ne kaha tha k PCO
se phone karo ge to paise kam lagain
ge :-d
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Aik sardar ny raod py khari car ke nichay kutty ko
leta hua dekha.
To kutty ko dum say khaincha our bola,
Baar nikal waada aya tu engineer!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)