Larki BoyFriend Ki Qabr Per Ro Rahi Thi
Larki BoyFriend Ki Qabr
Per Ro Rahi Thi
Molvi: Q Roti Ho
Larki:Bechara KISS Mangte
Mangte Mar Gaya.Mgr Main
Ny KISS Nahi Di
Molvi: Tum Muje De Do,Main
Parh K Bakhsh Don Ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 902 views
Similar Jokes
Dost: Itne udas kyun ho?
Man: Wife se jhagra hoa tha usne kaha ke wo mujh se 30 din bat nahi kare gi
Dost:Tumhe to khush hona chahiye
Man:Aaj akhri din hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Tu kitne baje uthati hai?
Girl: Apna koi time nahin
jab dil kare so jati hoon,
aur jab dil kare uth jati hoon..
Boy: Notty!
Tu bilkul mere ‘kutte’ pe gayi hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu: I am finished with my girlfriend.
Bunty: But why?
Pappu: She's cross-eyed and she was seeing someone else
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher bata sakte ho k sardar pe kitne jokes hain?
Sardar kafi dair sochne k bad bola:mushkil se 2 ya 3 baqi suchi kahanian hain.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Sardar jungle main gya…
us ny 1 shair(Lion) Ko apne traf
aate daikha.
Wo foran late gya
OR
Apni saans Rok lee.Shair us k paas
gya.
Aur Bry pyaar sy us k sir pr haath
phaira r kha…..
.
.
.
.
.
.
.
.
“Mere putar aa kam reech(bear)naal
kre
mere naal ni..”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
lecature k darmayan aik larka uath kar cahla gaya
teacher; yea keo uth kar cahla gaya? larke ka dost; sir is ko nend me cahlny ki adat ha
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik pathan 2 arbion k pas se guzara wo aik dosre ko galian de rahe the .
Pathan:qari sahib mujhe bi in duaon me yaad rakhna
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Sardar Amrood Baich Raha Tha:
1 Aadmi Aaya or Bola: Sardar G agar Amrood Main Keera Nikla To?
Sardar: To Saaf Baat Hai…
Hum Keerey K Alag Paise Lega.
by hearthackervsgirls (few years ago!)