Dil To Bacha Hai Jee
1 Larki Se 1 Larke Ne Dil Manga
To Larki Ne Kaha Kal Dungi
Next Day Larki Apne Sath Bacha Le Kar Ai
Or Larke Ko De Diya
Larke Ne Pucha Ye Kyun…?
To Larki Ne Kaha
.
.
.
Dil To Bacha Hai Jee
by Mazhar Khan (few years ago!) / 860 views
Similar Jokes
Teachr: Iska pasive voice banao.
“Sunsaan Jaghon pr Bachon k saath hadsay ho jaty hain”.
Stdnt:”Sunsaan Jaghon pr Hone waly hadson mein Bachay ho jaty hain…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bahen ki vidayi me uska chhota bhai-
Papa:Didi ro rhi h jijaji to nhi ro rhe?
Papa-Beta,didi to gate tak royegi,lek in jijaji zindgi bhar roynge
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar park me baitha tha.
Friend:Kya kar raha hy?
Sardar: Badla le Raha hon!
Friend: Kese?
Sardar:Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kar raha hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi ki shurowaat "S" Se hoti hai.
Sooraj
subah
school
sabaq
service
us k baad shaadi
aur pher
satya naaas.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa class me haans raha tha,
Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum?
Santa : Tum kaun ho?
Ladka : Mein monitor hu
Santa : Te phir mein CPU hu!!!
by Pak101.com (few years ago!)
MAMU :Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein
kaise nikal aya?
GIRL :Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise
bol pada? .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Fisrt Sardar: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?
Second Sardar: Yaar maine ink lagayi hai.
Fisrt Sardar: Woh kyun.?
Second Sardar: Kyun ke aaj kal “bluetooth” ka zamana hai yaar…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
One boy went to meet his girlfriend
when he came back at home
mom asked
kahaan gaey they ?
boy:us se milney
mom: kis liye?
boy: haan bohat kiss liye:D
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardion me 10 ka note gir jane ka itna dukh nai hota jitna
mong phali ka dana girne ka hota hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Bap-Aj tak tumne aisa koi kam nahi kia jisse mera sir uncha ho gaya ho
Beta-yad kar Ke papa ek dafa Maine apke sir k
niche 3takye rakhe the ;)
by Pak101.com (few years ago!)