Yaar molvi saab ne meri Bohat beizati ki

Pathan-
Yaar molvi saab ne meri
Bohat beizati ki

Major Rohail-
Kyu?

Pathan-
Humne Molvi sab ko sirf
Itna pocha tha k 14 August
Ka ROZA nafli ibadat hy
Ya Farz

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 849 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

3 Type of Mill

There are 3 types of most

popular mills in Pakistan

1- Sugar Mill

2- Cloth Mill

Tu zara mujhe bahar mill ;) :P

by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan


4 Pathan train k piche bhag rahe thay

4 Pathan train k piche bhag rahe thay,
2 charh gaey

To train men logon ne kaha

WELDONE

Pathan: khaak well done?

Jana to unhen tha hum to chorne aaey thay.

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
student life

1 bachy ko Exam mai koi sawal nahi ata tha
Us ne har sawal key nechy
||||||||||||||||||||||
.
.
.
.
Es tarah ki lines bana kar nechey likh dia
.
Scratch Karky Answers Parh lain

by inayat khan (few years ago!)
Kon Kehta Hai

GOLU: Kon Kehta Hai Qayamt Ayegi Mai Mar Jaonga
Kon Kehta Hai Qayamt Ayegi Mai Mar Jaonga

Mai To Buss Ka Driver Hu Cut Mar Ke B NikaL Jaonga

by Pak101.com (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya

Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!

Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!

Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!

Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!

Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)

by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ne ek bachy se pucha

Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k... mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:

by Pak101.com (few years ago!)
Dulhan Ko Ghunghat Mein Kyu Rakha Jata Hai?

Pappu Aur Uska Dost Golu Ek Shadi Mein Gaye,

To Golu Ke Man Mein Ek Sawal Aya Aur Usne Pappu Se Puchha

Golu: “Yaar Pappu, Shadi Mein Dulhan Ko Ghunghat Mein Kyu Rakha Jata Hai?”

Pappu Ne Kuch Der Socha Aur Jawab Diya

Pappu: “Taki Kisi Ke Muh Se Ye Na Nikal Jaaye, Abe Ye To Meri Wali Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
Agar tumhara sms nahi aya tho

Girl:
Jaanu,
Agar tumhara sms nahi aya tho mein Roti nhi khaungi

Boy:
Sach?

Girl:
Haa,
Mei sirf Paneer partha, Ice-cream Kha Ke Guzara Karlungi

by Pak101.com (few years ago!)
Social Work

Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr bohat mara.

Batna: Social Work?

Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka board lagaya tha.

by Pak101.com (few years ago!)
Park me aise Q baithe ho?

Police: Park me aise Q baithe ho?

Srdar: Hm dono sadi-suda hain!
Police: To Ghar me baitho

Srdar:nhi baith sakte na Q K
iska Pati or meri Biwi nhi Manegi.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

SARDAR building se gir gea

Pakistani: Mera beta

Auto Me Takli

1bhikari ki lotry lagi

Pandit ji ke pas ek bolne wa..

Dost ke bewafai

Khan SAB platform par khare ..

Bahen ki vidayi me uska chho..

Bhakt Ka Guzaris

Hathi Aur Kele Ki Game

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook