zeenat
Dulha: Aaj se tum meri Zeenat ho, Tabasum ho, Tamanna ho...
Dulhan:
Sharma k...
Ji Aaj se aap b mere liye
Naveed ho,
Tahir ho,
Imran ho.
Kamran ho..;-)
by Abdul Hannan (few years ago!) / 992 views
Similar Jokes
One: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?
Two: Yaar maine ink lagayi hai.
One: Woh kyun.?
Two: Kyun ke aaj kal “bluetooth” ka zamana hai yaar…
by Pak101.com (few years ago!)
santa 15 Saal Tak Ro-Ro K Aulad k Liye Dua
Mangta Rha
1 Din Bhgwan Dukhi Hokar Aaye OR Bole:Tujhe
Wahe Guru Da Vasta!
Pehle Shadi to Karle Mere Baap!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Today's Titanic's 94 Anniversary...
So Every True Lover is Requested...
In Memory of Jack & Rose...
To Put Their Mobile Into Water For 2 Minutes:-)
by bilal (few years ago!)
Pappu Ek Din Bada Khush Khush Sa Ghar Aya Aur Santa Ko Bola
Pappu: “Aaj Madam Ne Ek Aisa
Sawaal Pucha Jiska Jawab Sirf Mujhe Hi Pata Tha”
Santa Khush Hote Hue: “Arrey Waah, Vese Sawaal Kya Tha?”
Pappu: “Blackboard Par Susu Kisne Kiya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay
hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat
hoti hai………….=
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bahu ke 1-2 afair sunkar
PATI ne jaan de di
3-4 afair sunkar SASUR ne jaan de di.
Lekin SAAS chup rahi kyu?
KYUKI SAAS BHI KABHI BAHU THI
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ak aadmi dusre aadmi se bola:
1 aadmi : kash mujhe pyar ho jaye,kash mujhe kise se pyar ho jaye
2nd aadmi:are kya, to pagal ho gya aisa kya bol rha hai
1 aadmi : yaar log kehte hai na ki jab kise ko pyar ho jaye to uske rato ki neend aur din ka chain ud jata hai ,esliye keh rha hu ki mujhe kise se pyar ho jaye,sali mujhe to neend bahut ati hai....
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Bbachpan Me Main Teesre(3rd) Floor Se Gir Gaya Tha . . .
Banta: Tou Phir Bach Gaya Ya Mar Gaya. . . ?
Santa: Yaad Nahi Hai Bohat Purani Baat Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez Docter se:
men kia keron k meri umer lambi ho jay.
Docter : tum shadi ker lo.
Mareez: kia is say umer lambi ho jay gi.
Docter: nahi shok khatem ho jay ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 SARDAR Or American Siri Paye Kha Rahe Thay.
American K Hath Me Bakray Ki Zaban Agai.
American:
Wats This?
SARDAR:
Lo Dasso
O Khotaiya “This Is Language”
by Pak101.com (few years ago!)