USAMA tum aaj phir aa gayai
Bush ne bivi ko surprise
dene k lie Naqli darhi monchain laga k rat ko chupke se bister men so gaya. adhi rat ko bivi ki ankh khuli to us k mun per hath phera or khushi se ucchal kar boli USAMA tum aaj phir aa gaye?????
by Pak101.com (few years ago!) / 935 views
Similar Jokes
Aik bacha kute ko le kar road k kinare ja raha tha aik police wale ne dekha us ne kaha beta bhai ko le kar kahan jarahe ho?
Bacha:police me bharti karwane.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala: Arey o Bhai Khaali Ho Kya… ?
Rikshaw Wala: …Haan g Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash Khelty Hyn . . .
by Pak101.com (few years ago!)
Shareef Larkiyaaan" aur "DIANASOUR" me common kya hai...??
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
simple . . . . !
Dono ab is duniya me nahi rahy
by Pak101.com (few years ago!)
Nazre Mile Tooh Use “Izhaar” Kehtay Hain
Neeend Nah Aae Tooh Use”Piyaa” Keehtaay Hain
Smile De Tooh Usaay “Ikraaar” Kehtaay Hain
Or
Jooh Inn Jhaamelooh Mein Nah Padey
Usaay “Samjhdaaar” Kehtaay Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Khuda ka Shukar hai k Pakistan 13 August ko Aazad nahi hua.
.
Dost (Hairaan hoty huye): Q?
.
Pathan: Phir hum 14 August kese manatay?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan to his friend: Ye jo table pe aadmi hai, mujhe bohat bura lagta hai.
Friend: Table pe to 4 aadmi hain.
Khan: Woh jiski muchen(Moustaches) hain.
Friend: Muchen to sabki hain.
Pathan: Woh jiske kapray safaid hain.
Friend: Woh to sabke safaid hain.
Pathan ne ghusay se piston nikali aur 3 ko goli maar kar bola
"Ye jo reh gaya hai, humko bohat bura lagta hai."
by Abdul Hannan (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by inayat khan (few years ago!)
Sardar intrview deny gaya
Boss: Electric genrator kesy chalta ha?
Sardar:
Turrrrrrrrrrrrrrr…
Boss: ( Ghussay say) Stop it!
Sardar:
Turr.tur..Tur.Tusss!.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Major Rohail:
Khan sab yha se Airport
Kon se bus jae ge
.
Khan:
20#
.
Maajor Rohail: Agr 20# na mele to..?
.
Khan:
Phir 10…10..# ke do pakr lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl_ darling hamaare pyaar ke baare mai kisi ko mat btana
Boy_ tere bhai ko zarur btaunnga .saala kehta tha koi koi kutti hee hogi jo mujh se pyaar kregi..
by Pak101.com (few years ago!)