Ek chota bacha dusre se
Ek chota bacha dusre se: Agar din mein suraj na nikla to kya hoga?
Dusre bache ne jawab diya: Bijli ka bill bhad jayega
by Pak101.com (few years ago!) / 1175 views
Similar Jokes
Ramu: Kaise ho bhai.
Shyamu: Aacha hu.
Ramu: Tum Gadhe ho kya.
Shyamu: are tumhe aaj tak itni badi galatfahmi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
TITANIC do0b rha tha,
1Gorey ne Sardar se pocha zameen kitni do0r hy?
Sardar:2k.m,
Gorey ne samndr m jump lga k pocha kis trf?
Sardar: “NEECHY” ki traf.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa on call:hi swtheart,
kya kar rahi ho,
Gf-meri tabiyat kharab hai janu sone jaa rahi hu
aur tum.
.
.
Santa:main cinema hall mai tere peeche baitha hu kamini…….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa found answer to the most difficult question ever- What comes first - the chicken or the egg? O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega! ***** Santa (reading from book of facts): "Do you know ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
do Bandar kishti ma sawaar thy,,
aik ne kaha:: "yar kishti dagmaga rhi hai, aisa na ho k doob jaye"
dosray ne jawab diya:: "doob jany do yaar waise bhi kambakht ne kiraya bht lya hai"
hahah
by WAQAR (few years ago!)
Angrez: Tum logon ne minar-e-pakistan kasie khara kiya?
Pakistani: HUm ne isey banaya aur is ka munh HEERA MANDI
ki taraf ker diya ye khud he khara ho gaya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Ko Uss Ke Baap Ne Shaadi Ke Baad Suhagrat Par Gun Di Aur Kaha
Baap: “Agar Teri Biwi Kunwari Hui Toh Ek Hawai Fire Karna, Na Hui To Usay Goli Maar Dena.”
Pathan Ne Pahli Raat Hawai Fire Kiya Aur Doosri Raat Biwi Ko Goli Maar Di.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik bacha park mai bench pe betha
1 k bad 1 toffee kha rha tha.
Pas bethi 1 orat boli:
Jo ziada metha khatay hen
wo jaldi mar jatay hen.
Boy: ap ko malum hay meri dadi ki age 106 saal thi.
Orat: wo metha kam khati hongi.
Boy: nahi, Wo apny kaam se kaam rakhti thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Raat light chali gayi SANTA:Aree yaar pankha
to chala doo,banta: Kar dii na paglo wali baat?
pankha chala diya to mombati bhuj jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patient: Doctor, kya aapko pakka yakeen hai ke mujhe cancer hua hai. kyunki ek baar kisi patient ka cancer ka ilaaj chal raha tha aur patient TB se mar gaya.
Doctor: Ghabraao nahi… agar main ilaaz karunga to tum sirf cancer se hi maroge…
by Pak101.com (few years ago!)