meethai ki dukan
Customer To Shopkeeper: Teri Dukan To Mithai Ki Hai Tera Dil Nahi Karta Khaane Ko...
Shopkeeper : Mithai Khaane Ko Dil Bohat Karta Hai Magar Abba Cheezian Gin Ke Jaata Hai Is Liye Choos Ke Rakh Deta Hoon
by Abdul Hannan (few years ago!) / 976 views
Similar Jokes
Doctor: X-RAY Me Aap Ki Haddi Tooti Hoi He Mareez: Chalo Shukar He X-RAY Me Hi Tooti He Agar Assal Me Tooti Hoti To Kaafi Kharcha Hota :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek baar ek sardar ki pant phat gai,
Tailor se silwa kar bill poocha,
Tailor: 250 Rs.
Sardar: Yeh lo 500Rs.
Tailor: 500 kiyu?
Sardar: Bill sun kar dobara phat gai!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aunty, mummy ne chini mangi
hai.
Aunty: Aacha aur kia kaha
mummy nay?
Kid: Agar woh kamini na de, to
Pinki aunty se lay aana.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Deo laga ke Bus pe chadhi, Ladke ne comment paas kiya 'Aajkal Phinayal ka Use zyada hota hai'
Ladki boli: 'Fir bhi makkhiya pichha nahi chhodte'
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi ki 20ven Anvrsry pr husbnd gehri soch me thaWife: Kia soch rhe ho?
Husb: Kia tmhn yad hy k kb tmhre bap ne hme date pr pkra tha 0r gun point pr mjhe kaha tha k ya to mri beti sey shadi kro ya 20 sal k liye Jail jao Wife smiles: Yes
Husb: agr men sahi faisla krta to Aj Azad ho jata.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar santa ko nakli bidi pite dekh banta bola: Yaar, bidi se dhua kyun nahi nikal raha?
Santa: Are bewkuf, dhua kaha se aayega, ye CNG bidi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:
Aao Race Lagaty Hain
Jo Haara Wo Ek Hazar Rupe Dega
Sardar:
Lekin Mujhe Rasta Nahi Maloom
Pathan:
Bus Tum Meray Peechay Peechay Rehna
Sardar:
Thanks Yar
by Mohammad Ali (few years ago!)
Jin: bottle sy Aazad hone k bad,
kya hukam hy mery Aaqa?
Admi:
Kuch Aesa karo k Dunya mein Jitny Shohar hain unki Biwiyan unki Farmabrdaar hojaen
Jin:
Bottle mein Wapis Jaty howe Bola Biviya Or FarmaBardar
"Chacha Bottle ka Dhakkan zara tight Band karna"..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Aaj pehli bar tum class mein
baaten ker rahey ho, Humesha
tum nazren jhuka ke mere lecture sunte thy.
Madam: Aaj Mera SMS package khatam ho gaya hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladki ek aisi paheli hai, kabhi teri to kabhi meri saheli hai.
Kharcha karo to bole ‘Darling,how ru?’
Na karo to bole ‘Brother,who ru?’
by Pak101.com (few years ago!)