Training k doraan
Training k doraan 1 officer ne sipahi se poocha: Ye hath main kia hay?
Rab Nawaz: Sir Ye bandooq hay. Officer: Ye bandooq nahin tumhari izzat or shan hai, tumhari maa hay maa.
Then Officer to a Pathan Sipahi: Tumharay hath main ye kya hay?
Pathan: Sir, Ye Rab Nawaz ki ammi hay aur hamara khaala hay?
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1040 views
Similar Jokes
Pathan: P.C.O kahan hai?
Aadmi ne ishara kar k bataya.
Pathan P.C.O me gaya, pocket se mobile nikala or baat kr k bahir aa gaya.
Aadmi ne poocha “jab aap k paas mobile tha to aap PCO main kyun gae”
Pathan: Mere dost ne kaha tha k PCO se phone karo ge to paise kam lagain ge :-D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
santa to rikshawala : Are o bhai khali ho kya
Rikshawala: Haan bilkul khali hoon
santa: Aao Chalo Phir Tash khelte hain..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek police Inspector ke ghar chori ho rahi thi.
Wife: Utho ji, ghar mein chori ho rahi hai.
Police Inspector: Mujhe sone de, main iss time duty par nahi hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy-Mai Shadi nahi karunga
Dad-Kyu?
Boy-Q ki Gaon wale Meri Mangetar ko taxi kehte hai
Dad-Are Beta Karle.. Chota sa to Gaon Hy Kitni chali hogi
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Pilot Se Head Phone
Cheen Raha Hota Hai….
Pilot: Yeh Kya Kar Rahe Ho ?
Santa: Ticket Hum Dein
Aur Gane ( Songs) Tu Akela Sune
by Pak101.com (few years ago!)
MAMU: Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aa rehla hai.
MAMU KA DOST: Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Sunny: Kal movie dekhi, usme na koi scene tha, na koi
aawaz.
Bunny: Naam kya tha film ka.
Sunny: NO DISC
by Pak101.com (few years ago!)
Ek muddat k baad uski call aai
aur
uski awaz suni ,
to dil ne mujh se sawal pocha
aby jaldi pehchan kon c wali hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Do Gadhe Aapas Mein Baatein Kar Rahe The.
Pehla Gadha: “Yaar Mein Jis Dhobi Ke Ghar Kaam Karta Hoon, Wo Mujhe Bahut Marta Hai”
Dusra Gadha: “Tu Ghar Chod Kar Bhaag Kyo Nahi Jata”
Pehla Gadha: “Kya Batau Yaar Dhobi Ki Ek Bahut Sunder Ladki Hai. Vo Jab Bhi Shrarat Karti Hai
To Dhobi Kehta Hai Ki Teri Shadi Kisi Gadhe Se Kar Dunga. Bas Yeh Soch Kar Ruka Hua Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kali African ladki ko God ne Pankh de diye to wo kushi se boli-Wow! God kya aab main Pari ban gayi hun? God-Nahi re Pagali tu aab Chamgadar ban gayi ho.
by Pak101.com (few years ago!)