Marasi Karely leny gia
Marasi Karely leny gia
Shopkeepr sabzi ko pani lga rha tha
Marasi kafi dair intezar krta raha or Ghusay sy bola:
Jy inhan nu Hosh aa gai ay te 1 kilo tol dy..
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1073 views
Similar Jokes
Child:papa aunty ka pait kion phola hai?
Father:tujhey sub pata hai!
Child: nahin pata promise!
Father: in k pait main pani bhara hay
CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
India Ke Ek Bus Stand Pe Ek American Doctor Ek Kitab Padne Ke Baad Heart Attack Ki Wajah Se Mar Gaya
Socho Kitab Ka Naam Kya Tha?
30 Din Mein Doctor Kaise Bane, Keemat Sirf 75 Rs.
by Pak101.com (few years ago!)
A begger meets another begger. A software engineer meets another software engineer.Both of them ask the same question to each other.What is the question ? On Which Platform are you Working ?
by Pak101.com (few years ago!)
“GEO TO Aisey”
Shadeed Garmi Me Bus Stop Pe
Log BUS K Intezar Me Khare They.
1 Faqeer Aya,
Sab Logon Se Bheek Li,
Or Taxi Me Beth K Chala Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Very Tasty, Aaj to tumhare ghar kheer kha
kar majja aa gaya
Banta: Agar Billi muhn nahi marti to Kheer aur bhi
achhi banti
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mr Funny ne apna Gadha bechna tha.
Mr Funny ne Hindi newspaper me advt di:
"Agar kisi ko kabhi kisi Gadhe ki zarrut ho to mujhe yaad karna. Mera mobile no hai: 981******."
by Pak101.com (few years ago!)
girl-Mujhe ek aisa husbend chahiye jo achi achi baten kre hansi mazaq kre or raton ko muje songs sunaye
sam-tussi husbend chaddlo FM radio le lo
by Pak101.com (few years ago!)
AEk Aadmi rozy nhi rkhta tha. Us k peer ne kaha tum roza rakho me wada krta hoon roz tumhari aek Dua qubool hogi.
Us ne roza rkha. Sara din barri mushkil se guzara.
Sham ko roza khol k peer k paas chla gya.
... Peer ne kaha maango kya mangte ho?
Wo bola peer sahb subha EID karwa dou.
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar aur bivi khany k leye bahir gey ,
aik larki ne shohar ko dekh kar romantic andaz main hello kaha,
bivi ne poocha yeh kon thee? shuhar ne kaha, abhi tu ussy bhi batana hai k tum kon ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)