See My Leg & Tell My Name
Sardar In Bio Practical Exam
Examinar:
See Bird’s Leg & Tell Me Its Name
Sardar:
I Don’t Know
Examinar:
U’ve Failed.What’s Ur Name?
Sardar:
See My Leg & Tell My Name
by Pak101.com (few years ago!) / 917 views
Similar Jokes
Pathan at Shop: Bhai 1 Rupay ka Easyload Kardo.
Shopkeeper: Itna Load Karwa k Call Karni Hai ya SMS.
Pathan: Karna to Kuch Nahi,
Bus Aise He Paise Urrane Ki Aadat Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
A Boy Was Going With His Girl Friend
Friend Asked : Who Is She?
Boy : My Cousin.
The Frend Said: Last Year She Was My Cousin.! :D
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Larka Doctor se Lagta hai Mai Andha ho Gaya hon.
Doctor Ne uski Aankhon ko Check kia
Aur kha nahi Beta Tumhari Aankhein tu theek hain.
Larka: Tu phir Newspaper Mai Mujhy Apna Roll Num Kyun Nazar Nahi Aa Raha?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi pepsi saamne rakh ke udas betha tha.
Dost aaya pepsi Pee kar bola: kyun udaas hai?
Aadmi: Aaj to din hi kharab hai,
Subah Biwi se jhagda ho gaya,
Raste mein car kharab,
Office late, Boss ne nokri se nikal dia,
Ab suicide ke liye Pepsi mein zahar milaya tha.
Wo bhi tu pi gya.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa jangal ke raste ghar jaa raha tha. Raste mein ek chudail ne uska raasta roka aur boli: ha ha ha ha mein chudail hoon. Santa: Mujhe malum hai aur teri ek behan mere ghar pe hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Kya time aa gaya hai..
Boys ke liye film bani to
” Ek Tha Tiger” =)
.
.
.
.
.
.
.
Girls ka number aaya to
“Ek thi daayan” =P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Itne dino baad aaj books kholi to 1 raaz khula.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ye ni aata
Ye ni aata
Ye ni aata..
Oh teri!!!! ye b ni aata..! :-D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Phatan Gehri Soch Mai
Wife: Kia Soch Rahe Ho?
Phatan: Ye Geo News Walon Ko Kese Pata Chalta He?
Wife: Kia?
Phatan: Yehi K
“Ap Dekh Rahe Hen
Geo News”…
by Pak101.com (few years ago!)
MOLU:Ghar me aag lag
gayi, aag lag gayi
GOLU:Mujhe kya
MOLU: Bevkoof! Tere
ghar me lagi hai
GOLU: Fir tujhe kya
by Pak101.com (few years ago!)
3 Chehray Insan ko kabhi nahi bhooltay..
Ek Mushkil mein sath dene wala,
Doosra Mushkil main sath chor janay wala,
Teesra
"Misbah-ul-Haq"
jo mushkil mein na sath deta hy aur na sath chorta hy.. :)
by lescol (few years ago!)