A Saloon In Punjab!
Santa Invested 2 Lakhs
In A Business And Suffered Huge Losses
Do U Know What The Business Was?
He Opened A Saloon In Punjab!
by Pak101.com (few years ago!) / 938 views
Similar Jokes
WIFE - Suno G jab aapne pehli bar mera gunghat uthaya to kaisa mehsoos kiya?
PAPPU - MA kasam mar hi jata agar TV par aahat dekhne ki aadat na hoti....
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Ask Sardarji:
“Will U Marry Me”
Sardar Ji Replied: No !!
Mai Shadi Sirf Apne Relatives Mai Kere Ga
Mama Ne Papa Se Ki Thi
Bhayya Ne Bhabhi Se Ki
Aur Mai Apni Biwi Se Karon Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:
Doctor Sahb
Pore Jism Main Kahin B
Ungli Lagaon To Boht Dard
Hota Hai
Doctor Sugested Full
Body Xray
Wen He Checked Xray
Found
Fracture In Finger
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Oye Meray Shampoo K Sath Wala Free Gift De!!
Shopkeeper:
Sardar G Uske Sath Ko Igift Nahi Hai
Sardar:
Bakwas Na Kar Shampoo P Likha Hai DANDRUF FREE
by Pak101.com (few years ago!)
Aik borhi orat nay 100 police walon ki dawat ki.
Police officer: Amma G ye khana kis khushi mai khilaya?
Amma: Mai manat mani si k mera ghar bn giyatay mai 100 haramdian nu roti khwaon giEs lai tawanon roti khawai
Police officer hans K bola:Amma aina takaluf Q'n kita1 wapda wala sadd laina C.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 admi 2 Cigarettes pee raha tha
BV: 2 Cigarette Q pee rahe ho?
Admi: dost ki yad aa rahi hy, 1 meri aur 1 mere dost ki
kuch din baad admi 1 Cigarette pee raha tha.
BV: Dost ko bhool gaye kya?
Admi: Nhi bewaqoof, mene Cigarette peena chorr di hy ab sirf dost ki pee raha hon.
by Pak101.com (few years ago!)
A boy was going with his girlfriend.
Friend asked: Who is she?
Boy: My cousin
Friend: Last year she was my cousin
by Pak101.com (few years ago!)
Sachi Dosti bezaban hoti hai,
Ye to ankhon se bayan hoti hai,
Dosti may mushkil milay to kia hua,
Mushkil may hi to apno or parayon ki pehchaan hoti hai.
by ubaid ur rehman (few years ago!)
3 women:
Topic: Husbnds se kaam krwana
American:
maine husbnd se kaha k ainda khana tum pakao gy
2nd din us ne kuch na kia
3rd din usne rost bna lia
German:
maine husbnd se kaha k ainda ghar ki sfai tm kro gy
2nd din wo chup raha,3rd din pora gar saaf tha
pakistani:
maine un se kaha k ainda kapry tum wash kro gy,apne sab kam khud kro gy
agly din mujhy kuch nazar na aya
2nd din bi kch nazar na aya
3rd din aankh ki sojan kuch utri to kch nazar aya..:-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga
by Pak101.com (few years ago!)