chunti aur hathi ki marriage
Chunti aur Hathi ki love marriage hui, dusre din hathi mar gaya.
Chunti boli: Wa ray mohabbat.! eik din ka pyar hua, ab sari zindagi qabar khodne mein guzre gi.
by Abdul Sami (few years ago!) / 792 views
Similar Jokes
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Mazhar Khan (few years ago!)
When man's wife died he changed his name to Rajesh B.A (bachelor again). He got married again. Guess his new name? Rajesh M.A (married again).
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Platfrom k side leta tha
Banta-Kya kar rahe ho?
Santa-Sucite
Banta-to beach me leto
Santa-Dar lagta he...
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Haara hua Match to koi bhi jeet sakta hai Faraz,
.
.
.
.
.
.
.
Jo jeeta hua Match haara de ussey
Misbah kehte hain
by Pak101.com (few years ago!)
KBC me Amitabh ne mujhe 13wa sawal kiya:"INDIA me status padhne ke baad accha lagnepar bhi LIKE COMMENTS na karne wale kaname btao..."
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Maa Kasam 5 crore thukra diye par aapka naam nahi liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Pani Mein Gira Rumal To Rumal Gila Hai,
Asman Mein Dekha To Asman Bhi Nila Hai,
.
.
.
Muhabbat To Sub Karty Hain Par.
.
.
.
Main Karon To Salaaa Character Dheela Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jo cin pin zon in pui aa tabi tabi MUNNI a ooi ooe.Chan pang to kyaang.
preshan na ho
China sy pegham aya hy k
Munni ki badnaami ka brrha afsos hua..
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer: ALLAh k nam par ek rupiya do
Dokandar: Baba kal ana ,
Faqeer: Es kal kal ke chakar me
Es Market me mere Lakhon rupay phanse howe hain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik admi nay sadak pay aik pathar pay likha huwa
dekha ?
Pather Uthaiyay Qismat Azma-aye.
Us nay pathar uthaya tu dusri taraf likha huwa
tha ?
kesi dusray Bewa-Qoof k liayy Rakh dain
by Tanveer Hussain (few years ago!)