Sardar Ji Tay Sardar Ji day 5 Parawan

Sardar Ji Tay Sardar Ji day 5 Parawan nay ral kay taxi lay lai

15 Din Chalanday Rahay Sawari hi Koi Na Mili....... . . .

3 Para Pichay Bethay Rehnday Si Tay 2 Aggay  :)

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 760 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain

Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain

Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai

Beti: Maa fauji Pakistani hain
Maa: to bakri ko bhi andar le aa

by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa

Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.

Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?

Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Doctor ne pathan ko samjhaya k

Doctor ne pathan ko samjhaya k agar wo roz 3 km chalay to 1 saal mein 50 kg wazan kam ho jayega.

1 saal baad pathan ne doctor ko call ki: wazan to kam ho gayi magar 1 problm ho gayee.

Dr: wat problm.

Pathan: khocha ham apna ghar se 1100km door pohanch gya ho

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Bachcha Road Pe

Ek Bachcha Road Pe Kuttay Ko Le Ja
Raha Tha....

Ek Police Wala Hanste Huye:- Beta
Apne Bhai Ko Kahan Le Ja Rahe
Ho??
.
.
.
.
.
.
Bacha: Police Me Bharti Karwane le ja rha hu Uncle

by Pak101.com (few years ago!)
Ek gharwali aur 5 betiya

Pandit : Tumhare jeevan mein 6 ladkiya aayengi.

Thambu : Wow, kya baat hai.

Pandit: Zyada khush honey ki baat nahi hai. Ek gharwali aur 5 betiya hai..

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to molvi

Pathan molvi se:namaz wozu k bagair ho jati hai?
Molvi:nahein hoti.
Pathan:kaise nahein hoti me ne khud parh k dekhi hai.

by Ramzankhan (few years ago!)
Pathan ne 2 bar wojo kia

Pathan namaz parhne gia
or 2 baar wojo kia
kisi ne pocha:khan sahab 2 bar kis lye wojo kia?
Pathan:aik baar toot gia to dosra kam aae ga.

by Sabir shah (few years ago!)
pichle 6 mahino mein tumne

boss:pichle 6 mahino mein tumne kitni chhutiya li hai.kabhi bimari,to kabhi honeymoon,bacheki bimari.ab kya hai?

karamchari:kal meri shaadi hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Sahi Jawab To Hona Hi Tha

Madam Ne Class Mein Ek Naye Aaye Bache Se Puchha

Madam: “Kaun Sa Parindaa Sab Se Tez Udta Hai?”
Ladka: “Hathi”

Madam Ko Ye Sun Kar Gussa Aa Gaya Aur Boli.

Madam: “Nalayak, Tera Baap Kya Karta Hai?”

Ladka Masumiyat Se: “Mumbai Ke Don Hai”

Madam: “Shaabash, Haathi Sahi Jawab Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
ap ny pichly saal Eid per

Bivi:

ap ny pichly saal Eid per meri Ammi ko LOHY ka Bed banwa k diya tha ,

Is dafa kiya Irada hai ?

Shohar: Is saal us men CURRENT chornay ka Irada hai

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

shadi pr rukhsati k waqt

Golu-mere bete ka credit card

What's the difference

Insan ko Beemar kar Dainay w..

Mareez Muje ajeeb se Bimari ..

Ijazat

Sard Fizaaa

Delivery ke waqt

Google Ziyada Acha Hai Ya Ya..

Police officer attempts to s..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook