Maths mein fail q hua?
Sardar: Maths mein fail q hua?
Son: kabhi teacher bolti ha 3+5 = 8 Agle din bolti ha 4+4=8
phir bolti ha 6+2=8
usay khud ko confirm nahi to mujhe kya sikhae gi
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Pathan raat ko lights off kar k so raha tha
Achanak ek Jugnu aa nikla
Pathan:
.
.
.
.
Ya Khuda! Ye Dengi machar to humko torch le kar doondh raha hai..)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mayavati: Itne kam marks? Do thappad marne chahiye.
Mayavati ka Funny beta: Haan mami, chalo maine us saale master ka ghar bhi dekh rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa to Banta : Yeh bacha tumhara kya lagta hai?
Banta : yeh mera door ka bhai hai,
Santa : Door ka mein samjha nahin,
Banta : Ess k aur mere beech 8 behan bhai aur hai !
by Pak101.com (few years ago!)
Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko liquid oxygen may daal do ! Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day gaa!
Sheeshe ko sheesha kat ta hai, lohe ko loha kat ta hai, tujhe paagal kutta katega.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Larki Ko URDU Our ENGLISH Mix Kr K Bolnay Ki Adat Thi..
Shaadi Ki Pehli Rat Us Ko Pata Chala K Us K Shohar Ka Sirf 1 Paon Ha.
Aglay Din Wo Apnay Ghar Gaye Tou Apni Ammi Say Boli:
Mom Meray Husband Ka Tou Sirf 1 Foot Ha…
Maa Hairat Say Boli:
Tou Beta Tum Ko Our Kitna Lamba Chahiye?
Tmharay ABBA Marhoom Ka Tou Sirf 6 Inch Ka Tha,
Our Wahi Tabiyat Khush Kr Deta Tha.:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Man comes home, finds his wife with his friend in bed.
He shoots his friend to death.
Wife says, “If you behave like this, you will lose ALL your friends”.
by Pak101.com (few years ago!)
Ajooj Majooj
Yes Sir
Zakoota
Yes Sir
Darakoola
Yes Sir
Iblees
Yes Sir
.
.
.
.
Zardari
!
!
!
!
!
Sir Wo Pakistan lootney giya hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek makhi ki halat bht kharab thi woh doctor k pass gai,
Doctor: kiya hua?
Makhi: bus chai(tea) main gir gai thi, Parhne wale sahab ne choos choos ker halat kharab ker di.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar subah subah jogging karne ke liye nikla
apne kutte ke sath.
Rudra: Oye yeh subah subah gadhe ke saath kaha
jaa rahe ho?
Sardar: Oye yeh gadha nahi kutta hai.
Rudra: Oye main kutte se hi pochh raha hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar bagh gyia or tm hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)