Beta kun ro rahay ho?
Father:
Beta kiyun Ro Rahy Ho?
Mujy Dost Samaj Kr batao
Son:
Kuch Nhi yaar Sabzi K Paiso Se
Apni Wali Ko Load Krwa Diya To
Teri Wali Ne Boht Mara.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 806 views
Similar Jokes
Munna:e sarcit ek bata agar bhains ko akal aa jaye to kya hoga?
sarcit:simple h bhai wo khud doodh me pani milana shuru kar degi.
by Pak101.com (few years ago!)
Inspector to Banta: Faansi se pehle, bata teri antim ichha kya hai?
Banta: Mere pair upar aur sir neeche kar k faansi de do..!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: 1 aurat ko ghurte hue ja raha tha,
Aurat: 'Dekhta kya h ? Teri maa ki umar ki hu'
Santa: To mai b apne baap k liye he dhund raha hu...
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor to Pakistani: Bahi Sa'ab, aap ko brain tumour hai.
Pakistani: Oh, that's GREAT !!.
Doctor: Aap itni khush kiyun hai?
Pakistani: Iss se yeh sabit hota hai ke mere paas brain hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Masterji Bacche Ka Lunch Kha Gaye...
.
.
.
.
...
Masterji: Beta Ghar Ja Kar Mera Naam Toh Nahi Bataoge na?
.
.
.
.
.
.
Bachha maasom awaaz mein bola:-
Ji Main Keh Dunga mera lunch kutta
khaa gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Jab koi ladki ghar se bhag jane ki dhamki de...
to uske maa bap ko kya krna chahiye???
.
.
.
.
.
No idea???
.
.
.
.
.
I got !dea
use ganja kar ke bitha do 5-6 month tak bhagne ka
naAm nAi legi takli.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa goes for railway reservation
Santa: Mera AC chair car ka reservation kar dena
Railwayman: Seat nahi hai
Santa: Aap reservation kare seat ki chinta na kare, ek kursi me ghar se le lunga.
by Pak101.com (few years ago!)
ek sonar apnay kaam main masroof ta
k ek admi nay os say pucha
" bahi sahab yahan kia forokht hota hay?"
sonar nay ghusay say kaha,"
yahan gadhay(donkey) forokht hotay hain".
to admi nay kaha,"ap akailay rah gaey hian ya aor b koi hay."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
When You Cry… Koi Nahi Dekhta,
When You Are Worried… Koi Nahi Dekhta,
When You Are Happy… Koi Nahi Dekhta,
Lekin Ek Din Date Pe Chale Jao… Sala, Pura Mohalla Dekh Leta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by rahul (few years ago!)