bill conintin's wife
A question 4 Bill Clinton:
Wat was Miss Lewinsky’s most memorable feature?
She has d whitest teeth I’ve ever come across!
by Abdul Hannan (few years ago!) / 929 views
Similar Jokes
Caller: hello Pizza Hunt ??
Pizza Hunt: yes sir
Caller: 1 large pizza, 2 small pizza aur ek coke
bhejo
Pizza hunt: Kiske naam pe bheju sir ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Caller: Allah ke Naam pe dede baba…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Wife:
Jaanu Kash Aap Sms Hotay,
Main Aap Ko Save Karti,
Husband:
Jaan-e-Man, Kaash Tum Ring Tone
Hoti,
Main Her Haftay Tumhe Change
Karta…
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Lalu to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hain to vo murgi bhi tumari.
Rabri: Lalu Ji, Koi hint do na?
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Ek Rupaye Ka Sawal Hai Bachcha?
Chintu: Ganit Ke Master Sahab Bagal Me Hain, Unhi Se Poochh Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Qanoni joke:
Vote dalne ke liye 18 saal umar
Or
Shadi ke liye 21 saal umar hona zaruri ha
Yani k
B.V sambhalna mulk sambhalne se ziada mushkil kaam hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 srdar ji 1 Sheikh ki barat mei gye
Waha bar bar pani pesh kia ja rha tha
Tang a kr sardar bola:
Galy wich pani phans gya a
Ik boti ty deo…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher : Santa batao ‘M’ for kya hota hai?MSanta : Sir, Mother!
Teacher : Right! Aab batao W for kya hota hai?
Santa kuch sochne lagta hai
Teacher : Santa kya soch rahe ho?
Santa : Sir, mein yeh soch raha tha ki Maa ulti kaise ho gayi?
by Pak101.com (few years ago!)
Newly married couple
.
Wife:
Humari shadi ko pure 24 ghante ho gae hai
.
Husband:
Ur dekho lgta hai jese kal he ki baat ho
by Mohammad Ali (few years ago!)