Teacher:-"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1041 views
Similar Jokes
Teacher: Tumhari zindagi mai sab se zada kis book ne madad ki ha?
Student: Mere Papa ki cheque book ne.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Principal : y r u late..all ur classmates came to class in time..??!!
Student :
"jhund me kutte ate hain sir......
sher to akela ata hai "
by Pak101.com (few years ago!)
teacher 2 santa : jis admi ko sunai na de use English mai kya kahenge ????????
santa : jo marzi keh do.. usko konsa kuch sunai dega :
by Pak101.com (few years ago!)
Nayi Aayi Dulhan Ko Saas Apne Pass Bitha Ke Samjha Rahi Thhi.
Saas: “Beti Ab Tum Mujhe Apni Maa Or Apne Sasur Ko Pita Hi Samjhna”
Tabhi Darwaje Par Ghanti Baji, Bahu Ne Darwaja Khola To Pati Aaya Tha.
Saas: “Kon Aaya Hai Beti?”
Bahu: “Maan, Bhaiya Office Se Aaye Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
EK KHAN AUR SARD EK DOSRA KA DOST THAY.
KHAN NA SARDA SA POCHA..
KHAN:- SARDAR JI AP JAHAZ MAIN SAFAR KIYUN NAHI KARTAY.
SARDAR:- MOJAY MARNA SA DAR LAGTA HY
KHAN:- MOUT KA TU EIK DIN MOQARAR HY PHIR DAR KASAY
SARDAR:- MAIN BI JANTA HON KA EIK DIN MOQARAR HY LIKAN FARAZ KAROO MAREE ABI ZINDGI HY LIKAN POILT KAY MARNAA KA TIME AA GIYA TU.....
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Tumhe Kal Subah 5 Baje Phansi Di Jayegi
Sardar: Ha Ha Ha!!
Police:Kyon Hans Rahe Ho?
Sardar:
Main To Subah 8 Baje Uthta Hun!
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh ki wife beemar thi,
Light nai thi candle jal rai thi
Shkh: Doctor ko lenay ja ra h0on,
agr tumhe lagay k tum nai bachogi to yad se candle bujha dena..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Khofnaak waqiya
Andheri raat
me aik
sunsaan
sarak
pe
aik
sir
kati
Lash
pari thi..
wahan se aik larka guzar raha tha..jese hi lash k qareeb poncha..buhat khofnaak awazain anay lagaein..larke ne himmat kr k lash ko sedha kia..aik dum uski nazar lash ki bnd mutthi pe pari..
usne wo mutthi kholi tu achanak taiz hawaein chalnay lagi, mutthi me aik kagaz tha jispe likha tha
MUJE MAAF KRDO
Menay hi kaha tha k PEPSI PE 5 RUPAY KUM KRDO
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher :tell me ur name in english?
Student:after 2 min "long life oven"
teachar:is ka kia matlb hai?
Student:umer daraz bhatti
by Sabir shah (few years ago!)
Husband: Sir, meri wife gumm ho gayi hai.
Postmaster: Bhai yeh postoffice hai. Ja ke policestation mein complaint likhao.
Funny Husband: Kya karun, khushi ke mare kutch samaj hi nahi aa rha.
by Pak101.com (few years ago!)