A young boy Died
A young boy Died, his mother Cried abi mere BACHE ne dikha hi kiy tha ,
Paros ke larki kaan me boli,
Don’t Worry Aunty!! Me ne sab kuch Dikha Diya Tha ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 893 views
Similar Jokes
Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shohar ne apni bivi ko msg kia:jan me 15 mint dair se aaunga.agr na aaon to yahi msg har 15 mints bad parhte rahna.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar park me baitha tha.
Friend:Kya kar raha hy?
Sardar: Badla le Raha hon!
Friend: Kese?
Sardar:Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt
barbad kar raha hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : Mom kya aapne mujhe paida hone se pehle dekha tha?
Mom : Nahi to beta!
Santa : To phir paida hone ke baad aapne mujhe pehchana kaise??
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan was Weeping:
Man: Kyon Ro rahe ho?
Pathan: Meri Murghi Mar gai.
Man: Mera Baap Mar Gaya Magar main to Nahi Roya.
Pathan: Oye Tera Baap kya Anday Deta tha-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardarji, tell me ...., what is the meaning of SMS ?
Sardar angrily said, i know -
it means....
S - Sardaron ke
M - Mazak udane ki
S - Service
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Murree Ja Raha Hun,
Rasty Me Bivi Ko Khaai Me Gira Dunga.
Sardar: Phir To Tu Meri Bhi Le Ja Yaar..
Usay Bhi Gira Dena.
Pathan: Yara Agar Tum Bura Na Many To
Usay Wapsi Me Gira Dun..?? :-) :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo dials a number. A girl receives the call.
Funny Laloo: Who r u?
Girl: Seeta here.
Funny Laloo: Maine Patna phone kiya tha, yeh to Ayodhya mil gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Abdul Basit (few years ago!)