Dhishkoon , Dishkoon
Aik Fauji Afsar Sardar Recruit Sey:
Agar Maidan Mein Tumharey Pass
Gholiyan Khatam Ho Jayein To Tum Kya Karo Ghey?
Janab Mein Awazein Nikaloon Gha
Dhishkoon,Dishkoon
by Pak101.com (few years ago!) / 861 views
Similar Jokes
Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain?
Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek
hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay
rehna.
Pathan: Thanks Yara...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati Jaise Hi Ghar Aaya Biwi Ne Us Se Puchha.
Biwi: “Aap Har Hafte Fishing Ke Liye Jaate Ho Na?”
Pati: “Haan, Toh…?”
Biwi: “Aaj Wo Machhli Aayi Thi, Bol Rahi Thi Ki Wo Maan Banne Wali Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Dairy Milk Our Gulab Jamun Ka Muqabla Huva..
Dono Main Say Ziyada Sweet Kon Ha?
Case Court Main Gaya .
Dono Hi Haar Gaye..
Bahir Aa K Poochnay Lagay Yaar,
Ye ABC :* Kon Ha?
Jo Hmsay Bhi Ziyada Sweet Ha… :):)
Hmmmmm…
Yaar Pani Phenk Koi Jal Raha Ha!
.(‘.’).
<)’(>
_/ \_
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Boy School Se Rota Hua Ghar Aaya:
Maa: Beta Kyo Ro Rahe ho?
Boy: Sir Ne Bohat Mara Hai Mujhe!
Maa: Q?
Boy: Sir Mere Dost Ko Daant Rahy Thy To Maine Dost ko Tasalli Di, Aur Ek Misaal di.
Mother: Konsi Misaal?
Boy: Jo Bhonktey Hain Woh Kaat'tey Nahi. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Shikwa hamein manzoor nhi…
Aaj na koi bahana hoga …
Aap ko hamari khushiyou1n ki qasam…
Next saal aap ko Nahana hoga
by Mazhar Khan (few years ago!)
Faqir: Baji bhoka hun Allah K naam par khana de
do
Baji: Khana abhi nahi paka
Faqir: Baji FaceBook pe BABA NIAZ k naam se hun,
pak jaye to wall pe update kr dena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : Mom kya aapne mujhe paida hone se pehle dekha tha?
Mom : Nahi to beta!
Santa : To phir paida hone ke baad aapne mujhe pehchana kaise??
by Pak101.com (few years ago!)
Extreme limit of “PATHANism”
Two pathan sitting in a rickshaw
&
fighting for the window seat…
by Pak101.com (few years ago!)
Bibi ney ik Kuta pala
Moti Moti Ankho wala Lambi Lambi Muncho wal, Mehloon Mein wo rehta tha, English wine Pita tha , Khata tha wo Sonf Spari
Name tha us Ka Asif Zardari.
by Mazhar Khan (few years ago!)