Kal tum school kyon nahi aye thay?
Teacher: Kal tum school kyon nahi aye thay?
Pathan: Mujhe bird flu hogaya tha
Teacher: Ye to murghiyon ki beemari hai
Pathan: Apne mujhe insan chorha hi kab hai roz murgha bana deti hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
ustaad shagird se agar tum ne kal tak fees jaman na karwai to main tum ko parche main bethane nahi dun ga. Shagird masomiat se koi baat nahi sir main khare ho kar paper de dun ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A policeman to his son : Tumhara result aacha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur TV dekhna band.
Beta : Ye 50 rupay pakdo aur ess baat ko yaheen dabado
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar
purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr
khush amdid khty hain.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Husband: Judge Sahab Mujhe DIVORCE Chahiye,
Meri Biwi Ne 1 Saal Se mujh Se Baat Nahi Ki,
Judge: Phir Soch Lo,
Aisi Biwi Qismat Walon Ko Milti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain?
Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband: Lagta hai Paros ma Bakra Halal ho raha hai Acha hai aaj Gosht nahin lana parrega
Bv: Tum apnay kaan saaf karwao Altaf Bhai TV pe khitab kar rahe hai
by tanveer hussain (few years ago!)
WIFE: Tum toh Kehte the Ki Shadi K baad bhi Mujhe Bahut Pyaar Karoge,
HUSBAND: Sorry yar! Mujhe Malum Nhi Tha Ki Tumhari Shaadi Mujhse Hogi
by Pak101.com (few years ago!)
pathan girl friend ko ghar le gaya,
sab darwaze khirkiyan band kardin,
parde gira diye light off kar k us k pass aya aur kaha
dekho humara watch main light jalta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Kal ka kam aj mat karo,
kiun k ho sakta hai kal wo kaam karna hi na pare h
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar's Daugher: Abba Kal Hamary ghar se 1 banda kam ho jayega
.
Dosre din larki ghar se bhag gayi
.
Sardar: Larki ne kaam tu acha nahi ki…….. Par thi wo Najoomi
by hearthackervsgirls (few years ago!)