Quaid-e-Azam in Peshawar
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar
purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr
khush amdid khty hain.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 999 views
Similar Jokes
Aapne Kabhi Socha Hai Lofer Aur Offer Mein Kya Antar Hota Hai
Simple Hai Yaar….
Ladka Agar I Luv U Boley To Lofer Aur Ladki Bole To Bhaiya Offer !
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Hotel Mein ROAST Khanay K Baad Haddi Chaba Raha Tha. Paas May Betha “Indian” DAAL Kha Raha Tha,
Usne PTHAN Se Tanziya Andaz Mein Pucha:
KHAN! Tumhary Elaqay Mein “KUTTAY” Kya Khatay Hein?
PATHAN: DAAL:-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bar Santa USA Gaya
Waha Church me Gaya to Achank
Waha aawaz i TANN
Ittefaq se Lyt b Chali Gayi
Santa Dar kar Bola
Oye Bhago Undertaker aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:Bache Ko Paani Dene Se Pehle Ubaal Dena
Chahiye,
Sardar:Woh To Thek Hai Par Ubaalne Se Bacha Mar
To Nhi Jaayega….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Raj:- Kal Meri Patni K pars me se koi 2000 rup nikal kar lai gyea!
Mohan:-vo jhooth boll rahi hai pars me sirf 1500 rup the
Raj:- yaar paise ki baat nahi hai bas tum us
admi ka pata kar do
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: bhagwan ka shukar hai ki India 14th August
ko aazad nahi hua..
Banta: Kyun??
Santa: Are yaar, Phir hum 15th August kaise
manaate ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
hum dosti ko pura nibhana jante hain, zakham tumhare kitne bhi gehre hon… hum dava jaante hain,
hume bhulne ki koshish mat karna dost, hum gala dabana bhi jante hain!!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Reporter:
Ap ne Credit Card chori wale case se kya sabak
hasil kya?
.
.
.
.
Shumila Rana:
Shoping waha ke jae jaha Security Camera na lga
ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sheikh k kamre se cheuntiyan bahir ja rahi then
Sheikh:
Kahan ja rahi ho or kia le kar ja rahi ho?
Cheunti:
ßhai bhooka marne se to behtar hai hijrat kr jain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)