Doctor ne pathan ko samjhaya k

Doctor ne pathan ko samjhaya k agar wo roz 3 km chalay to 1 saal mein 50 kg wazan kam ho jayega.

1 saal baad pathan ne doctor ko call ki: wazan to kam ho gayi magar 1 problm ho gayee.

Dr: wat problm.

Pathan: khocha ham apna ghar se 1100km door pohanch gya ho

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1026 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

kitaben phaar dega

Larke wale:hum ko larki pasand he shadi kb krni he?

Larki wale:abi to larki parh rhi he. . . .

Larke wale:Hmara beta knsa bacha he jo kitaben phaar dega

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husbund Ko Itraaz Nah ho

Ek larka aur ek larki date per jaatai hain. Dono bhohut hi romantic mood mai hotai hain. Larki nai phir barai pyaar se larke sai poocha,

"kya tum shadi ke baad bhi mujse itna pyaar kero gai" Larkai nah jawab diya "haan agar tumhare husband koh itraaz nah ho to"

by Pak101.com (few years ago!)
Santa ka bacha

Santa ka bacha-Teri MAA itni moti he k sab usko TRUCK kehte he

Banta ka bacha: Teri MAA moti nai he isliye sab log use cycle cycle kehte he

by Pak101.com (few years ago!)
*Joke

Biwi: “Tum nay kabhi sochnay ki koshish bhi ki hai tumhari tankhwa aakhir kahan jati hai”? Shohar: Baigam jab say hamari shaadi hui hai main nay is qisam ki koshishain turk kar di hain”

by Zaid Mughal (few years ago!)
Aesa hota to

teacher;Agar sache dil se Rab' se dua ki jae to woh zaror pori hoti hai...!
Studendt'Rehne de Miss.....Agar aesa hota to aap meri Bewi hotien....!

by Waheed Goraya (few years ago!)
GOLU Gadhe p baith k College jata tha

GOLU Gadhe p baith k College jata tha FINAL YEAR Me Vo FAIL HO GYA OR PHIR paidal College jane lga
Q

Qki Gadhe ki graduation Complete ho gyi thi

by Pak101.com (few years ago!)
A man in Hell asked Devil

A man in Hell asked Devil:
Can I make a call to my Wife?
After making call he asked how much to pay.
Devil : Nothing, Hell to hell is Free.

by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Ye bata aurten aadmi ke

Santa: Ye bata aurten aadmi ke mukable jayada kyun hoti hain?
banta: are yaar, unki biwiyan jo nahi hoti.

Santa kangaal ho gaya toh apni biwi se kaha-bachhon ko apni nani ke yaha chod aao aur tum apni maa ke pas chali jao aur mein aisa karta hu apne sasural rahne chala jata hu.

by Pak101.com (few years ago!)
Hazaron Saal Uski Maa

Hazaron Saal Uski Maa Karti Rahi Us K Baap Se Gaddari..
.
.
.
.
.
.
Tab Kahin Jaa Kr Paida Hua Asif ali Zardari…

by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi bada dukhi tha!

Ek aadmi bada dukhi tha!

Ek dost ne uss se poocha, “Kyu, tension mein ho.”

Aadmi: Yaar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh rupeey diye thay, ab saale ko peehchan nahi pa raha hoon!

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook