Santa Ne Bhagwan Se Poocha
Santa Ne Bhagwan Se Poocha:
Kya Main Agle Janam Main
Gadha Ban Sakta Hon?
Bhagwan Ne Jawab Diya:
Ek Hi Facility Baar Baar Nahi Mil Sakti.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 912 views
Similar Jokes
Exam ki rat ko student ne toss kia Head aya to Sona h
Tail aya to Film dkhnga
kharra raha to Gane sunuga
Or agr hawa mai raha to
qasm se puri rat parhunga.
by Mohammad Ali (few years ago!)
ONE DAY SANTA WAS CRYING.
BANTA ASKED HIM WHY ARE YOU CRYING .
HE ANSWERED I HAVE ONLY ONE BROTHER BUT MY
SISTER HAS TWO
by Mazhar Khan (few years ago!)
AAJKAL ki Nojwan Nasal K Bigrne ki Waja?
Mobile??
Media??
Intrnet??
Nahi
10th class ki Urdu ki Ghzlen;-)
Achy se Achy Bchy ko Ashiq
Bna dti hen:-)
EXAMPLE :-
Deedar ki Talab he to Nazre
Jamaye Rakh
Ghalib…
Parda ho ya naqab, Sarakta
Zaroor hy
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha: Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki… 2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Waiter: Khan sahb, 10 Rs tip to meri insult hy..
Khan: To phir..?
Waiter: 20 Rs to hon..
Khan: Main tumhari double insult nhi kr skta..!!
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR:
Batao Aisa Kiya Karen K Saanp Bhi Mar Jaye Aur Laathi Bhi Na Tootay ?
,
,
PATHAN:
Jootay Se Maar Do:)
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Police : Tumhara Dost Kese Mara
Sardar : Pata Nahi Wo Bola Mere Pet Me Chuhe Kud Rahe He
To Mene Usko Chuhe Marne Ki Dawa Khila Di
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: Bada mushkil hai TEACHER se pyar karna..
Friend: Kyon??
BOY: Loveletter bheja tha... 7 mistakes nikal di..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Mery dada ny 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat di thin.
Dost: Gardanien q nai katin?
Sardar: Wo pehly he kati hui thin...
by Pak101.com (few years ago!)
Aisi Konsi jagaha Hai?
Jahan Ameer se Ameer insaan B
Katori le k khada rehta Hai?
Pani Puri wale k paas.
by Tanveer Hussain (few years ago!)