apna clinic khol lon.
Doctor apne dost se: yar soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon.
Dost: Yar tumhara khyal to naik hai magar yahan ka qabristan chota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1000 views
Similar Jokes
BE - ALERT
KOI BHI
KUCH BHI
KHAANEY KO DEY
MAT-KHAANA
IDHAR - UDHAR
NIGAH - RAKHNA
Kyu - K
Kyu-K
CITY-GOVT NE
KUTTA MAAR MOHIM
START KAR DI HAI...
by Mazhar Khan (few years ago!)
A boy romantically to his girl friend- I can see the whole world in your eyes.
A passersby listens and says- Rajiv chowk pe kitna traffic hai zara dekhna.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: childrens exams are nearing,If u have any doubt u can ask me..
Boys: In wich printing Press the question paper are printed?
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor Pathan Se:
Khan Sahab Tumhara 1 Gurda
Fail Ho Gaya Hy,,.,,
Pathan Bola:
Kitny Numberon Se?;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ghar Mein Ek Moti Aurat Rahti Thi, Ek Din Uske Ghar Mein Chor Guss Aya
Moti Aurat Ne Chor Pakda Or Uske Upar Beth Gayi, Aur Apne Naukar Se Boli.
Moti Aurat: “Ja Police Ko Bula La”
Nokar: “Meri Chapal Nahi Mil Rahi Malkin”
Niche Se Chor Rote Hue
Chilaya: “Saale, Meri Pahan Le Par Jaldi Jaa“
by Pak101.com (few years ago!)
'Santa to his servant go give the water to plants
Servant sir can’t do it cuz i....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: 1 aurat ko ghurte hue ja raha tha,
Aurat: 'Dekhta kya h ? Teri maa ki umar ki hu'
Santa: To mai b apne baap k liye he dhund raha hu...
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
...
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A girl was thirsty.
She saw an ALA-DIN Chairagh beside her
She touched & ordered jin k meri pyas bhujao
JIN: “PEPSI wali ua IMRAN HASHMI wali”? :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardi me raat 3 baje pani me baraf daal k naha liya jaye to rang gora ho jata hai sb kehte hain kia norani chehra hai .
.
.
.
.
.
Marhoom kaa
by Sabir shah (few years ago!)