kiun chamkti he
Teacher:
Sardar se: ye btao k barish k sath bijli
kiun chamkti he,
Sardar: g Oo iss wastay k pata chal saky
k keri keri jaga sukki reh gai ae
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 913 views
Similar Jokes
Teacher: kal kyu nahi aye the?
papu: gir gaya tha lag gayi thi.
teacher: kaha gire,kya lagi
pappu:TAKIYA par gira ANKH(EYE)lag gaye
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bacha darwaze ki Bell bajane ki koshsh kar raha tha. 1 Buzurg ne dekha or Bell Baja di or bole
Beta or kuch…?
Bacha: Baba jee AB BHAGOOOOOOOOOO..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:1876 k science dano ke bare me kia janty ho?
Student:sir sab k sab mar gae.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa’s girfriend: Meri maa aapko bahut pasand karti hai.
Santa, after a deep thought: Kuchh bhi ho jaye, shaadi to main tujhse hi karunga!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Sardar se:Rotay Q ho?
Sardar:Truck di takar tu bal bal bchya wan!
Admi:Bch to gay ho phr Q rote ho?
Srdar:Truck day piche likhya c
“FAER MILLAN GAY”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Koi PYAR Karnay wala Agar DUKH Day
Aur Aapki Aankho May Aansu Aa Jaye To Is Yakeen k Saath Aansu Saaf karna
k Ab is Kaminay Ki Bhi Watt Lagani Hai Zaroor!
by Pak101.com (few years ago!)
1 LADY APNE BOY FRND K SAATH GHUM RHI THI
,
ITNE ME USKA HUSBND AGYA OR USKE Boy Frnd KO
PITNE LGA.
.
LADY-MAR SALE KO,APNI BIWI GHUMATE NAI
,
DUSRE KI BWI KO GHUMANE LE ATE H.
.
(fir boyfrnd ko josh aya gya or wo husbnd ko mrne lga)
lady-mar sale ko,na khud ghumane le jata h na kisi or ko
ghumane deta he
by Pak101.com (few years ago!)
House owner: Rs 500 kiraya hoga.
Tanent: Thik hai. Lekin aapke ghar me chuhey nach rahe hai.
House owner: To saale 500 me kya Sheela nachegi?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aurat Doctor Ke Paas Bhagi-Bhagi Jati Hai Aur Bolti Hai.
Aurat: “Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gaya Hai”
Doctor: “I Can’t Understand Please Speak In English”
Aurat: “My Londa Is Gironda From Hero Honda“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Wife Mai Larai Hui
Husband Ghar Se Chala Gaya
Husband: Raat Ko Fone Pay Khanay Mai Kia Hai
Wife:Zehar
Husband:Mai Dair Se Aoonga
Tum Kha Kar So Jana..
by Pak101.com (few years ago!)