Ek aurat ki parosan mar gyee
Ek aurat ki parosan mar gyee to us ney wahan jaa ker khoob bein daley or khoob roi.
Wapis ghar aai to sab bachey ro rahey they. “Chup ho jao kambakhto!”, aurat ney daant ker kaha.
“Khud to doosron key ghar jaa ker ro leti hein or hamein apney ghar mein bhee nahi roney daiteen”, bachon ney jawab diya
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1083 views
Similar Jokes
Kutta Kaat Lega In park, a boy & girl were sitting!
2 dogs kissed each other
Boy- Jaanu agar tum bura na mano, to main bhi..
Girl- Ok! Par sambhalkar! Kutta kaat lega
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:
Motape ka 1 hi elaaj hy tum rozana sirf 1 roti khaya karo,
Sardar:
Ye 1 roti khana khanay se pehle khani hy ya khanay k baad?.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Bijli kahan se ati hai??
Student: Mairy mamo ke ghar se
Teacher: Wo kaisy?
Student: Jab bhi bijli jati hai, mairy papa kahty hain, "Saalon ne phir bijli band kardi"
by Pak101.com (few years ago!)
People saying.... DARU PINE SE ZINDGI K PROBLEM SOLVE NAHI HOTE.... But I think.... WESE TO DUDH PINE SE BHI PROBLEM SOLVE NAHI HOTE... ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor:
Motape ka 1 hi elaaj hy tum rozana sirf 1 roti khaya karo,
Sardar:
Ye 1 roti khana khanay se pehle khani hy ya khanay k baad?
by Pak101.com (few years ago!)
No-Jawan Nasal ke Liye
Kuch Ehem Advises:
1. Khud ko Mobile main
Itna na Mashghool Rakho k;
Samnay se koi Larki guzar jaye
Aur Tumhain Pata bhi na chalay.
2. Bike Chalatay huay
kabhi ye Mat Socho k ye Jahaz hai,
Balkay ye Samjho k ye to Rocket hai.
3. Koshish karo ke
Apnay Hum-Umron se Bad-Zabani na
karo,
Direct Sir Phaar do..
4. Taaleem har kisi ka Haq hai,
Zyada Parh k kisi ka Haq na Maro..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Explain The word "AUTOMATICALLY"
....Nahe pata
i"ll xplain... ager koi ganji ladki auto mein bethi ho
to use kehte hain auto_mein_takli
by Mohammad Ali (few years ago!)
Qudrat Ne
Aurat ko Haseen Banaya.. !!!
Khubsurti Di..
Hirni Si Aankhein..
Resham Se Baal..
Gulab K Pankhriyon Se Hont..
Pyaar Bhra Dil Diya..
Phir Zaban Di:
Aur Sub Satya-Naas Ho Gaya :p
by Pak101.com (few years ago!)
10 Pathan Aik Kashti Mai Sawar Thay K Achanak Kashti Ruk Gai
Aur Sab Doob Gae!
Pata Hai Kaise?
Pathan They Na Sab Dhakka Dene Utar Gaye
by Mohammad Ali (few years ago!)
GOLU :chilkay samait KELA kha raha tha.
MOLU: Is ko cheel to lo.
GOLU: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen hai is k andar KELA he hai.:-)
by Pak101.com (few years ago!)