Qabristaan mein ek sahab qabar key paas kharey
Qabristaan mein ek sahab qabar key paas kharey zaroqataar ro rahey they or marney waley sey shikayat ker rahey they
“Tum is dunya ko chor ker kyun chaley gyey? tumharey janey key baad meri dunya hi andher ho gyee.
Tum zinda hotey to mujhey yeh din kyun dekhney naseeb hotey? Yeh museebtein kyun sehna parteen?”
Qareeb ki qabar per kharey ek sahab ney un ka haal dekh ker hamdardi bharey lehjey mein poocha, kyun sahab, marney waley aap key qareebi dost ya rishtey daar they?
Pehley sahab boley, “Nahi, meri biwi key pehley shohar…”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1044 views
Similar Jokes
Biwi pathan se:
khan hum ko hamara salgirah me chain gift karna.
pathan: wai qurban!
Laalay ki jaan!
zaroor dega batao
CYCLE KA DE
YA moter cycle KA?..
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar ke shadi pe sub sardar he aye huay tay
Jub khana start hua to 1 sardar ne plate k opar tissue paper
dakh kr socha shayd ye b khanay wali chaez ha.
Jub wo khanay laga to us k dost onchi onchi bolnay lag gaay
Oye! na khaween phika ee…:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
RAAZ bv k 7 film dek rha tha
film me jaj ne kaha-adalt 2 din bad apna faisla sunaygi
RAAZ ne tv band kr dya Or BV se kaha 2din bad dekhege
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Tere result da ki banya AE?
Son: Headmster saab da puter fail AE..
Sardar:Te tOu?
Son: Doctor saab da puter v fail AE..
Sardar:Te tera result ki ae?
Son: O khan saab da puter v fail ho gya ae
Sardar:Kaminay, main tera pucheya ae..
Son:Te Tu kera Allama Iqbal ain
TEra putar v fail ae..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MOLU:Ghar me aag lag
gayi, aag lag gayi
GOLU:Mujhe kya
MOLU: Bevkoof! Tere
ghar me lagi hai
GOLU: Fir tujhe kya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai? Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ka ladka Im a Complan boy!
Sanka Ki ladki Im a Complain Girl!
Santa: Ye kya Chakar hai Paida maine kara name kisi or ka ?
by Pak101.com (few years ago!)
Beta bapp sey papa mai shaadi karna chahta hoon
bapp muskara kar beta kis sey karna chahte hoooo
beta Dadi sey
baap sharam nahi ati meri maa sey shaadi katna chahte ho
beta ap ko sharam nahi ayi ap ney meri ma sey kyu shadi ki
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patni:Humare naukar ne chandi ka chamcha
churaya
Pati:Kaunsa?
Patni:Jo humne parso hotel se churaya tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
khybeta:abu agr mere exams me 80% marks aye to ap ka kya hal ho ga?
abu:me khushi se pagal ho jaon ga!
beta:nai abu mje ap ka khayal he isi liye me exams me fail ho gaya
by Mohammad Ali (few years ago!)