Ghar main jin hai
Beta: Papa Humaray Ghar main Jin hain ?
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie Nokrani hi Nhi Hy
by Numan Malik (few years ago!) / 1095 views
Similar Jokes
Ksi Ne Pathan Ko SMS Kya K"Agr Tu Zaheen Hy To 200 ka Balance Bhej
Hoshyar Hy To 300 ka Bhej"
Pathan Ne 500 Ka BejaOr LikhaHm Zaheen B hy or Hoshiyar B :->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar apne GF kay paas jata
Sardar apne GF kay paas jata aur baar baar gir jata. Jub who tesre dafa girra to us ke GF kehte sardar jee aap yeh kya ker rahe hain? Sardar kehta: I am falling in luv with you.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
jab reshman jawan the
tb hum bache the
ab jab sheela jawan hai
to hum buhre ho gaye
qaim ali shah ro pare interview de kar sindh me
by Abdul Sami (few years ago!)
1 day God askd me if u hv 2 choose b/w Luv & Frndshp whum u will choose??
& i just lukd at my frnds nd said-"salo ab to Ladki chunne do"
by Pak101.com (few years ago!)
Apni Naraz GF ko manane k bad Ladka Pyar se
bola:
Jaan,kaho to Tumhare liye chand tare tod lau
Ladki halki c Muskurai OR boli
Phir Haramipan Shuru.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Did Ramesh furnish his whole house with second-hand stuff?
Santa: Yes, he even married a widow.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hai. 10% interest ke hisab se woh 1 saal baad loan vapis karte hai. Batao kitne paise vapis karenge?
Banias son: Kuch bhi nahi.
Teacher: Tum maths nahi jante.
Baniss son: Main toh maths janta hoon, par aap mere papa ko nahi jante.
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ ne Darya mai Dubte hoye 1 Aadmi ko bachaya Or Thori Dair Baad Dubara Phenk diya
Faraz-Aisa Q RAAZ-Kahawat he
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek 10 saal ka bachha bahot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: “Kids ka paalan poshan kaise kare”.
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Kid: Main yeh dekhna chahta hoon ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)