Pathan galti se samunder me gir gaya
Pathan galti se samunder me gir gaya…. Doobte doobte uske hath me machli aayi….use pakad kar bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le…;-)
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1072 views
Similar Jokes
Santa:
Train Me Neend Nahi Aayi
Upar Ki Seat Thi Bahut Garmi Thi
Banta:Toh Exchange Karna Tha Na
Santa:Kisse Karta?
Niche Seat Pe Koi Nahi Tha Hi Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Girls ek dusre ko gift deti hai...
perfume.
earring.
suits.
flowers.
chocolates.
Aur boys.?
.
.
Ye le LADKI ka number...
Bas mera naam nhi aana chahiye!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
teacher: tum apni mummy ko mum kahte ho,to apni mumy ki badi bahan or chhoti bahan ko kya kahte ho?
boy: MAXIMUM & MINIMUM
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne apni shadi main Rukhsati k waqt Roti hoi
saali ko chup karwaty howy kaha "O yaara rota
kiyun ae, Jaisa tumhara behan waisa hamara
behan. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy on a date with GF:-jaan main tumse ek baat
kahna chahta hoon?
.
GF:-Kya?
.
BF:-Iam already married.
.
GF:-Apne to mujhe dara he diya, main samjhi
aapke pass paise nahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Insan ko Beemar kar Dainay wali Chezon mein Se aik cheez apno ki judai hai ”
So Plz. Aik 2 sms kar dia karo”Kal v halka jea bukhar ho gya c..
by haleema sadia (few years ago!)
Angraiz Sharab Pee Raha Tha
Pathan Nay Usay Daikha Aur Kaha:
Hum Is Say Bhi Acha Nasha Karwata Hai Tum Ko
Aur
Angraiz Ko Chars Ka Kash Lagwa Dia
Angraiz Behosh Ho Gia
Kuch Arsay Bad
Jb Dobara Dono Ki Mulaqat Hoi To
Pathan Nay Phir Kash Laganay Ko Kaha
Angraiz Bola: No Yaar Ye Nasha Buhut Sakht Hai
Nash Utarnay Kay Bad Pechhay Buhut Dard Hota Hay
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Nurse: Mubarak Ho Khan Sab
Aap K Ghar Larka Peda Hua Hai
Pathan : O Mera Khuda
Ye Kesa Technology Hai,
B.V Mera Hospital Main Hai
Or Bacha Ghar Peda Hua Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki ka bap larki se: jise tum pasand karti ho us k pas bangala car jaidad he.
Larki: toba he sub mard 1 jese hote hen wo bhi aap k bare ma yahi puch raha tha
by Raju (few years ago!)
Santa: sab log kyu bhaag rahe hai?
Banta: yeh race hai. jo jeetega use prize milega
Santa: agar sirf jeetnewaale ko prize milega to itne log kyu bhaaga rahe hai?
by Pak101.com (few years ago!)