Ek Haathi ke bache ne
Ek Haathi ke bache ne chonti se poocha: Tumhari age kitni hai?
Chonti: 40 years
Baby Elephant (hairat se): 40 saal aur itni choti ?
Chonti: Haan mai Lux istimaal karti hun es liye meri umar nazar nahi aati. Aur tumhari umar kiya hai?
Haathi ka bacha (fakhr se): 10years.
Chonti: 10 years! Aur itne bare?
Haathi ka bacha: Haan, mai Nido jo peeta hun
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Pathan: Wo jo table pe admi betha hai us se hamara dushmni hai
Frnd: Table pe to 4 admi hain
Khan: Wo jis ki mochen hain
Frnd: Mochen to sub ki hain
Khan: Wo jis k sufaid kapre hn
Frnd: Wo to sb k hi hn
khan ne gusse me pistol nikala or 3 admion ko mar kr bola
Wo jo reh geya he wo hmara dushman hy:
by Abdul Hannan (few years ago!)
aik pathaan ki biwi ko pathaan par bohat pyaar ayaa
Wo boli aap lakhon main aik ho
pathaan ne aik zor se chapair mari aur bola baqi 999 kon hain
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar ke bagiche me bahut sare ped the,
Sardar:
naukar ko bola ped ko pani dal.
Naukar:
bola saab barish aah raha hai,
Sardar:
abe budhu chhatri pakadke dal na!.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boyfriend-when i kiss you and run away then what would you think?
girlfriend-then i think,"sala pura paper likhne ko dia to only objective chudake bhag gaya"
by Pak101.com (few years ago!)
Aik faqeer shaikh k ghar aya aur kaha me Allah ka mehman hun mujhe roti du
shaikh ne faqeer ko pakra aur masjid chor kar kaha ye Allah ka ghar hai
by Sabir shah (few years ago!)
10 Saal Baad
Grl Boy Ko Dekh K.
Kya Mast H
Ma Bap Ne Kaha Chupa Rkha Tha
Muje Is Bache Ka No Chahiye
BOY Sharmate Hue
Ap K Ghar Baap Bhai Nai H Kya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:ye tum books ki bajae kia le aae ho?
Pathan:ustad g ap ne hi kaha tha k kal tareekh parhaon ga is lye me celendor le aya hun
by Sabir shah (few years ago!)
Ek larki ghr se bhagne k 3 din baad wapis aai.
bap: ghusse se bola
"ab kya lene aai ho"
larki: patli pin wala charger...
by Pak101.com (few years ago!)
irl:”Is dress ka kya price hai.. ??
.
.
.
Shopkeeper:”Sirf 5 kiss,
.
.
Girl:”Aur us dress ka.. ??
.
.
.
Shopkeeper:”10 kiss..
.
.
.
.
Girl:”Dono dress pack kardo, bill daadi
dengi..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Batao chaman Akbar kaun tha?Chaman:
Pata nahi sir.
Teacher: Padhai ke taraf dyaan do, pataa
chalegaa…
Chaman: Sir aap battayiye… Naman kaun hai?
Teacher: Pata nahi.
Student: Apni beti ki taraf dyaan dijiye, pata
chalega…..
by Tanveer Hussain (few years ago!)