Sardar
Sardar Writes An Essay On Father - Funny-jokes
A sardar for an exam had studied only one essay 'FRIEND', but in the
exam the essay which came was 'FATHER' .
He replaced friend with father in the essay and it read:
I AM A VERY FATHERLY PERSON, I HAVE LOTS OF FATHERS,
SOME OF MY FATHERS ARE MALE AND SOME ARE FEMALE..
MY TRUE FATHER IS MY NEIGHBOR.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
GIRL-kya tm mjsepyar krte ho?
golu-ha
grl-lekin tm to meri parwah nhi krte
golu-oye...pyar krnewale kisi ki parwah nhi krte
by Pak101.com (few years ago!)
hockey aur cricket me kya fark hy ???
Hockey main Pakistan 1 ghantay main zalil hota hai
Jab ke
Cricket main 9 ghantay lag jate hain…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bewi shohar say
Bewi: App qurbani ka janwar laoo gaye?
Shohar: Begum mujhe he zibba kar lo
Bewi: Gadhay ki siruf kamai hilal hai
Qurbani nahi..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
While walking in the highlands Santa fell down a deep hole.
Banta: R u ok?
Santa: Yeah!
Banta: Did u break anything?
Santa: No, there's nothing down here -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek sahab shadi sey bohat dartey they, aakhir kaar shadi keliey tayyar ho gyey. Woh jis larki ko pasand kertey they us key barey mein apney ghar walon ko bataya
Sab ghar walon or rishteydaar us larki ko jantey they. Pasand sun ker amma jaan cheekh utheen, “Is larki sey shadi karo gey? woh to tum sey umar mein achi khasi bari hey”
“Abhee sey balon mein rang lagati hey”, khala boli
“Ghoomney phirney ki bhee bohat shoqeen hey”, dadi ney khabardaar kiya
“Jahez bhee kuch khaas nahi laey gi”, chacha ney bataya
“Us ka rang kisi bhee cream key istamaal sey gora nahi honey wala”, phuppi ney ahem raaz bataya
“Magar mein ney us ki ek khoobi ki wajah sey shadi ka faisla kiya hey”, sahab boley
“Woh kia? ” sab ney poocha
“Us ka dunya mein koi nahi hey…”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- Mai tumhe car,new ghar le ke duga
Aur bahut sa gold bhi dilvauga
Girlfriend- Aaj park me mujhse milne aaoge na
Santa-agr meri biwi ne bus ka karaya diya
tu zaroor aauga
Tumse badh ke thoda hi mere liye kuch hai..
by Pak101.com (few years ago!)
1din Papu 4 bje uth gya
Ma-Papu mera putr, Papu mera sher, padh likh k paisa kamaega dher.
Papu-Na main tera putr, na koi sher, susu karn utha si, so jaunga fer
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi ki 1 tang toot gai
jab hospital me puncha to us ne dekha aik ki donon tangen toti howi hain
admi ne us se pocha kia ap ki 2 bivian hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa Apne Bete Pappu Ka Admission Form Bharne Mein
Madad Kar Raha Tha, To Pappu Ne Puchha.
Pappu: “Papa, Ye Mother Tongue Wale Box Mein Kya Likhna Hai?”
Santa: “Very Long Likh De Beta“
by Pak101.com (few years ago!)