DESI bhi chalti hai
Ek ladka ladki ko dekhne gaya
.
.
.
Ladke ne english me baat karne ki sochi Aur bola- English chalti hai na ?
.
.
.
Ladki sharmate hue-
.
.
.
.
SODA saath ho to DESI bhi chalti hai
by Numan Malik (few years ago!) / 1176 views
Similar Jokes
Pathan: Larki phansani aati hai?
Sardar: Nahi
Pahtan: Bara aasan hai, ek kagaz le, us ka Jahaz bana, class main urra de,
Teacher puche to Larki ka naam laga de.
Phans gai larki
by Abdul Hannan (few years ago!)
Father: What about your result?
Son: Dad, Principal's son failed..
Father: What about yo?
Son: Dad, doctor's daughter also failed..
Father: Well what about you?
Son: I am not Zardari's son, I am also failed..
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:-(Mareez se) "Ager mary elaaj se tum tandrust ho gaye to kia do ge?"
Mareez:- "Mein qabrein khodta hon, Aap ke liye muft mein qabar kho don ga..."
by Pak101.com (few years ago!)
Elaan-e-Aam
Apni Zakaat, Khairaat, Sadqat,
Aur qurbani ki khaalen, WAPDA ko dijiye.
Is se aapki Aakhirat aur Dunya roshan ho jayegi.Fu
by Pak101.com (few years ago!)
golu-madam aap murgi hai kya teacher- q golu -aap mujhe hamesha test mein anda deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Love Before Marriage:
Janu!!! Tum nahi to Main nahi,...
Main nahi to Tum nahi,,,
Love After Marriage:
Baighairtaa.... Aaj Tu nahi ya Main nahi...
by Pak101.com (few years ago!)
Qatil Try Karo Ke Umar Qaid Ho
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Mohammad Ali (few years ago!)
teacher ne bachhe ki copy par note likha kripya bachhe ko nahalakar bheja kare.
bachhe ki mom ne note padne ke bad likha kar bheja bachhe ko padaya kare sungha na kare
by Pak101.com (few years ago!)
Bush : Tujhe swimming aati hai.
Lalu : No.
Bush : Tere se kutta acha hai jo swim kar leta hai.
Lalu : Tuje aati hai ? Bush : Haan
Lalu : Fir tere mai aur kutte mai kya farak hai ?
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail ka bacha: Teri MAA itni moti hai k sab us ko TRUCK kehte hai.
Pathan ka bacha: Teri MAA moti nahi hai is liye sab log use cycle cycle kehte hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)