Pathan
1 Pathaan fish le k aya
1 Pathaan fish le k aya. Bili use kha gai. Us ko gusa aya, us ne doodh wala patila utha kr us k agay rakh diya or bola
“Isko bhee p ja. tum ko phulberi niklay”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 955 views
Similar Jokes
Pakeeza Jazba:
Jab Tum Kisi Ko Nazar Andaz Karo, Aur Woh
Tumhain Iska Badla Wafa Se De.
To Jaan Lo, K
Sharafat Dikha Raha Hai,
Zaroor Koi Matlab Hoga Kameenay Ka. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa se uske pita ne pucha: Tumhari class mein sabse mehnati student kon hai?
Santa: Sabse mehnati to mein hi hu.
Pita: wo kaise?
Santa: homework dikhane ke baad sare bache baith kar pdhai karte hain, tab mein akela hi pichli bench per khada rehta hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Bv:dekho wo admi mujhe ghoor ghoor k dekh raha hai.
Shohar:arry rahne do,wo teen dabay wala hai,bekaar cheezun pe nazar rakhna us ki adat hai.
by Sabir shah (few years ago!)
A Small child: Papa ap kisi larki ko pyar krte he?
Papa: Haan tumhari maa se.
Child: Bare badmaash ho ghar me hi chakar chalaya howa ha
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Wo jo table pe admi betha hai us se hamara dushmni hai
Frnd: Table pe to 4 admi hain
Khan: Wo jis ki mochen hain
Frnd: Mochen to sub ki hain
Khan: Wo jis k sufaid kapre hn
Frnd: Wo to sb k hi hn
khan ne gusse me pistol nikala or 3 admion ko mar kr bola
Wo jo reh geya he wo hmara dushman hy:
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar car ki battery change karwane gaya ...
Mechanic - Sahab, Exide ki daal doon ?
Sardar - Nahin yaar, dono side ki daal de, warna phir
problem hogi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Rahul: How old are you Shobit?
Shobit: i'm 7 years old.
Rahul: You know what when I was in your age I was also 7.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: Begum tumhari gerdan pr ajeeb si cheez hai. . .
Jisay daikh kr khouf aata hai . . .
Begum(dar k): Wo kya?..
Husband: Tumhara Munh
by Pak101.com (few years ago!)