Titanic was sinking…
Titanic was sinking…
Santa: How far is the earth from here?
Banta: 1 kilometer.
Santa jumped into the sea and asked again: in which direction..?
Banta: Downwards !
by Pak101.com (few years ago!) / 841 views
Similar Jokes
1 ladka ne 1 ladki ko kamal ka phool diya to ladki ne jordar tamacha mari.
Ladka: kyun mari main to BJP ka parchar kar raha tha.
Ladki: aur main CONGRESS ka.
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi se phele Ka
PYAR:
.
.
.
.
“Janu Tum Nahi
To Main Nahi
OR
Main Nahi
To Tum NAhi”
AUR
Shadi K Bad Ka
Pyar:
.
.
.
.
.
“KAMINI”
Aaj Tu Nahi
YA Main Nahi….:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan apne Baap se: Main ne riazi mein so mein aathanwe number hasil kiye hein.
Baap herat se:Baqi do number kon leh geya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
RAAZ Ko Doctor Ne E.C.G Test Karwane Ka Kaha
Lekin Wo Test Ka Naam Bhool Gya
Thori Dair Sochne Ke Baad-
"Bhai Hamara CNG Kar Do"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chiman: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunai deti hai,
aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Chiman: Phone karte waqt.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: WHat is another difference between a mosquito and a fly?
Banta: A fly can fly but a mosquito cannt mosquito.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar went to meet his Chinese friend who is dieing in hospital.
Man says CHIN YU YAN and then he dies.
Sardar goes 2 china 2 find meaning of friends last words. The Meaning is YOU ARE STANDNG ON THE OXYGEN TUBE!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say SURF Lenay Chala Gaya, Jb Dukaan Mai Enter Hua To,
”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:
KIDHR?? Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Doctor Ke Paas Gaya.
Aadmi: “Doctor Saab, Koi Aisi Dawa Bataiye Jis Se Main Lamba Jeevan Ji Sakoon”
Doctor: “Shaadi Karlo”
Aadmi: “Kya Baat Kar Rahe Ho Doctor Saab, Shaadi Karne Se Lambi Umar Ho Jati Hai?”
Doctor: “Nahi, Shaadi Kar Lene Se Lamba Jeevan Jine Ki Ichha Khatam Ho Jati Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 2 girl - kya tum mere sath dance karogi.
Girl reply - me bacche ke sath dance nahi karti.
Boy - Sorry mujhe pata nahi tha ki tum pregnent ho.
by Pak101.com (few years ago!)