first friend
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Petrol Ka Rate Badne Par
Santa Ne Kaha:
Mainu Koi Fark Nahi Padta
Yar Pehle Bhi 100 Ka Dalwata Tha
Ab Bhi 100 Ka Dalwata Hun
by Pak101.com (few years ago!)
Manager: hamaare bank mein hum aapko binaa interest ke loan denge.
customer: arey, jab dena hai to thoda haste haste dona. agar dene mein interest nahi hai, to mat do
by Pak101.com (few years ago!)
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
by Pak101.com (few years ago!)
Aik daffa bas main cricket team ke kuch khalari safar kar rehy the or apas main lar jhagar rehy the. Aik buzargan ki waja se bohot guse main the jab in se raha na gya to uth kar bole. Allama Iqbal ne such hi kaha tha.
Utha ke phenk do gali main bahir
Nai tehzeeb ke annde hain gande
Aik khalari khara ho kar bola” baba jee Allama Iqbal ne ye us waqt kaha tha jab aap jawan the, hum to us waqt peda hi nahi hoye the.”
by Pak101.com (few years ago!)
Sir:
Babar Kon Tha
Student:
Pata Nhe
...
Sir:
Parhaee Par Dehan Do To Pata Chaly
Studnt:
Ali Kon Hai
Sir:
Pata Nahe
Studnt:
Apni Beti Pr Dehan Ho
To Pta Chaly…:)
by Pak101.com (few years ago!)
1 larki jis k umer 18 year hai bahut pyari hai wo bechari GHQ hospital I.c.u ward me
nurse hai dua karen wo mujh se set ho jae .
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Wo Kon si Cheez Hai Jo Insaan Ki Izzat Ko Mazbooti Se Jakhre Rakhti Hai?
Student: MISS, SHALWAR KA NARRA
by tanveer hussain (few years ago!)
Boyz Mentality :-
Ye jo aag dim me lagi hai zamane me laga dunga,
.
..
…
Uski doli jo uthi,
to Koi baat nahi smart hoon dusri pata loonga…;)
by Pak101.com (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main
Nay Chupa Di Thi,
Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!)