pathan in janaza
Ek Pathan janazy main Pit raha tha,
Bad main Pathan se pucha to usne bataya:
Cotton nahi mil rahi thi to maine Murday ki naak main Naswaar laga di.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
Quaid-e-Azam in Peshawar
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr khush amdid khty hain.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik bv apne shohar ki bahut farmanbardar thi.
Nechee kia dekh rahe ho joke to upar khatam ho gaya bv aur farmanbardar.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Aaj school der se aane ka tumne kya bahana socha hai?
Sonu: Sir aaj mein itni tej dod ker aaya ki bahana sochne ka moka hi nahi mila
by Pak101.com (few years ago!)
light chali gayi
beta-papa torch do na
baap-le,padega kya?
beta-no papa frnd ko sms bhejna hai isliye torch maang raha huin
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar 300 phatan ship mein travel kar rahay the
lakin sare k sare mar gayeee
kaise?
nothing serious
ship bich mein kharab ho gai
tu dhaka denay neachey uttar gayeeeeee
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne Makhi K Par Kaat K Kaha "Urr Ja...
"Jab Makhi Nahi Urri To Usney Kaha...
"Sabit Hota Hai K Makhi K Par Kaat ...
Diye Jaein To Wo "Behri" Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Girl : Tum ladke kisi bhi ladki me sabse pehle kya dekhte ho?
Boy : Ye to depend karta hai ki ladki aa rahi hai ya ja rahi hai!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar apni bemaar murgi bechne bazar le gaya
Admi is ka sar necha kiun hai?
Sardar;ye dehati hai shaher me aa k sharma rahi hai
by Sabir shah (few years ago!)
Ek naye teacher ne ek bachche se poocha, “is pakshi ke pair dekho aur iska naam batao.
” Bachche ne kaha, “ pata nahin.” Teacher ne kaha, “ Tum fail ho gaye,batao tumhara naam batao.
” Bachche ne kaha “Mere pair dekho aur naam batao”.
by Pak101.com (few years ago!)